Accountancy Forum

Full Version: help meeeeee...................................
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
AoA dear friends my name,s Mubashir n i m new member here
i want to help anyone coz when i read this site
i like it n dis is my 1st shayeri
hai to asay he mager umeed karta hoon ka app
ko pasand aay

Ishq kay samander main ghota lagaya
Pani both thanda tha main bahar nikal aya


pakistan
w/s ansari

a friendly advise to u

MAKE SURE YOU DONT MAKE SHAAIRI YOUR MAIN SOURCE OF INCOME

good luck

azeem

Wao thats so cool Ansari magar na jaanay mujhay kiyoun lag rahay hai kay mein nay yeh shair kaafi arsay pehlay suna tha.well anyways u should visit www.poetrypk.com you can submit your poetries here.i mean to say that your original poetries.woh jo aap nay khud likhi ho.waisay app ki shairi say mein itni impress hoee houn kay AARZ KIYA HAI

Aik larki thi deewani si
Her larkay pay woh marti thi.
Nazraain uttha kay,
Zulfain phela kay,
Rastoun say guzraa kerti thi.
Kholay aam sab kay samnay
Love letters likha kerti thi.
Aur apnay bf say her waqat poochti thi,
Date per kab chalo gay?date per kab chalo gay?
Aur woh bas yehi keh pataa tha kay
"Bill kiya tumhara BAAP day ga."

khuda hafiz and keep smiling.

SYEDA MARIAM ABIDI
Might as well re name this as the poetry forum....

"Allah does not change the state of people unless they change what is within themselves" Quran 1311
Khudee Samjhoo

------------------------
Be careful! Words speak....
<BLOCKQUOTE id=quote><font size=1 face="Verdana, Tahoma, Arial" id=quote>quote<hr height=1 noshade id=quote>
Khudee Samjhoo

------------------------
Be careful! Words speak....
<hr height=1 noshade id=quote></BLOCKQUOTE id=quote></font id=quote><font face="Verdana, Tahoma, Arial" size=2 id=quote>

read this...........shyd samjh a jayee
Panchwi ghazal

Wada kar ke jo bhula betha haien un se kaho
Un ke wadoon ke sahare abb bhi koyi jeta hai
Koyi hai jo abb bhi un ke rah takta hai
Koyi hai jo abb bhi un ka muntazir rehta hai
Koyi hai jo abb bhi us lamhay ke lams ko mahsoos karta hai
Koyi hai jo abb bhi un he ke parastish karta hai
Koyi hai jo abb bhi un ke liya ansoo baha ta hai
Koyi hai jo abb bhi unhee us he taraha chahta hai
Koyi hai jo kehnay ko pyar ka munkir hai
Magar un ke pyar mein who tot gaya hai
Koyi hai jis ko khizan se mohabbat sirf is liya hai
Ke us khizan mein tum aur who mila kartee thay
Koyi hai jis ne abb bhi who patee sanbhal ker rakhee haien
Jo khizan mein tumharee kandhoon per gira kartay thay
Koyi hai jo us agg mein jalta hai
Jis mein kabhi tum bhi jala kartee thay
Koyi hai jis ne tumhee dil mein basaya hai
Koyi hai jis ne tum ko nahien tumharee batoon ko chaha hai
Koyi hai jo manzil per pohanch ker bhatak gaya hai
Koyi hai jo lafz “pyar “ ke bhent char gaya hai
Koyi hai jo rottay huoon ko hansana janta tha
Magar ajj is alam-e-karab mein khud hansna bhool gaya hai
Kya bataweein ROMANVI kon hai wOH koyi
Ke is mohabbat mein who us ke naam ke siwa sab kuch bhool ghaya hai


and
this is original stuff
i wrote it
)

u never know