Accountancy Forum

Full Version: poetry
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
AOA[)]
kuj anj vi rehawan okhiyan sun...
kuj dil which gham da tauk vi si...
kuj sher da loog vi zalim sun...
kuj sanoo maran da shauk vi si...

aLLAH HAFIZ
Remember Me In Ur Prayers[)]

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "
Ye jaan kani ki ghari kia tehar gayee kay hum
Kabhi qaza ko kabhi charagar ko dekhtay hain
Hamari dar badri ka ye majra hay kay hum
Musafiroon ki tarha apnay ghar ko dekhtay hain
Faraz hum say sukhn dost, faal kay liay bhi
Kalame-e-ghalib Ashafta sir ko dekhtay hain

"N" if you are not tired
AOA!!![)]
h r all of u

Na janay kon duaoon main yaad kerta hai
Main dobta hoon samander uchaal daita hay

So the next word is "Y"
Allah Hafiz n tc
Remember Me In Ur Prayers.[)]

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "
Ye kia sitam zarefee -e- fitrat hay aj kal
Baygangi shareek-e-muhabbat hay aj kal
hum lafz doondtai doondtai thak b ghayai .......
wo phool dai kai baat ka izhar kar ghayai


Prays makes the Future
Ibri
http//www.ibrishah.4t.com
ishq ki duniya kah undekhay nagar rehtey hay
umer thori si ha aur itney safar rehtey hay

abhi khuch aur jhukaney hain zamaney kay hisab
is kah khuch karz abhi tak meray sir rehtey hy

kabhi yah socha hi nahi ap nay kah yah kon hain jo
apna gher hotey howey ap kah gher rahet hain

shehr ik aur bs jata hai wahan
jis jgah ja ker tery shehr badar rehty hay
Yeh Larkon Ki pehchan Hai
Hath main Cigrette Moo Main pan hai
MaShoor yeh Shaitan hai
Yeh LaRkON Ki pehchan Hai
Parhna iSey aata nahi
ClaSS kabhi jata nahi
Canteen iS ki jaan hai
Yeh LaRkON Ki pehchan Hai
JalSon main Sab Se aagey hain
Naron main Sab Se aagey hain
Imtehaan main naqal iS ki aan haiy
Yeh LaRkON Ki pehchan Hay
Larkiyon ke peechey hai Para
Jo larki ghuSSa ho zara
Tab yeh banta Bhai jaan hay
Yeh LaRkON Ki pehchan Hay
com on
next word is "y"
Ye khoon ki mahak hay kay lab-e-yaar ki khushboo
Kis rah ki janib say saba ati hay dekho
Gulshan main bahar i kay zindaan hua abaad
Kis simt say naghmoon ki sadaa ati hay dekho

(The Estimable Faiz G)

so next letter is "waoo" not waaaaaaooooooooooooooo.
Wo waqt jis main khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh luun..
phir ussey zoo ka khayal aaya hoga!!!
AOA
how rall of u....ok..next word is "A"

Apnay hathoon say tarashay huway huway kay sanam
aaj buut khanay main baghwan banay baithay hain.

Next word is "N".
Allah hafiz n take care.
Donot forget me in ur prayers.


" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "
AoA
Sorry [D] ghalat ho gaya the real shar is [8)];

Apnay hathoon say trashay huway pather kay sanam
Aaj buut khanay main bhagwan banay baithay hain
[)]
Allah hafiz

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "
Nakhuda dur, hawa tez,karain kam-e-nayhang
Waqat hay phenk day lehron main safeena apna

(Faiz G)

so "A"
AOA[)]
hmmm
Abb koi khushi hai, na koi gham hai rulanay wala
Hum nay apna liya her raang zamznay wala
ok next word is A
Allah Hafiz
remember me in ur prayers[)]

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "
ab to ankheen bhool gai hain ashkoon ka bhana yaro
ab to roney ko bhi nahi hai tyar yeh dil yaro!!!!!!!!
woh to bhag gai kisi aur kah saath...
ab humarey liye dhondo koi aur!!! yaro....


so next word is "OOOOOOOOOOOOOO"