Accountancy Forum

Full Version: poetry
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by Humaira</i>
<br />Sookhay honto pay hoti hain meethi baatain
Pyas bujh jaye to lehjy badal jate hain

Allah Hafiz
[)]Have a nice day[)]
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">

very nice!!!
Thanks Ali
Najany us k dil mai mehfilain aabad hon kitni
Akaila jo bhi baitha ho, usy tanha nahin kehty

Regards[)]
<b>ab ke ham bichhare to shaayad kabhii Khvaabon main milain
jis tarah suukhe hue phuul kitaabon main milain

dhondh ujare hue logon main vafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon main milain

tuu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa
donon insaan hain to kyon itane hijaabon main milain

Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar main shaamil kar lo
nashaa barataa hai sharabain jo sharaabon main milain

aaj ham daar pe khainche gaye jin baaton par
kyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon main milain

ab na wo main hon na tu hai na wo maazii hai `Faraaz'
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon main milain</b>
<b>Shaq ho gaya hai sina khusha lazzat-e-farag
Takleef-e-pardadari-e-zakhm-e-jigar gai</b>

Regards -)

Iss ki Tashreeh bhi kar detay, Mujhay Yaqeen hay Samajh Tumhain bhi nahi Aya hoga, Wohi Copy-Paste wali Purani Adat. Aur doosri line main Itnay "E" banday ka dum hi ghut jai Shair poora bolltay boltay.

Regards.
Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar main shaamil kar lo
Nashaa bharta hai sharabain jo sharaabon main milain
Kuch Yadain hain un lamhon ki
Jin lamho main hum saath rahain
Khushiyon se bhare jazbat rahain
Ek omer guzari hai hum ne
Jahan ruthe huwe bhi huste the
Kuch kehte the kuch sunte the
Hum roz subah jab milte the
To sab kay chehre khilte the
Purlutf woh manzir hota tha
Sab mil ker batain kerte the
Hum soch kay kitna hunste the
Woh gonjh humare hunsne ki
Ab ek purani yaad bani
Yeh batain hain un lamhon ki
Jin lunhon main hum saath rahay

Allah Hafif
Remember me in ur prayers[)]
Un K Dekhe Se Ju Ajati Hai Moun Pe Ronak
WOh Samajhte Hain Bemaar Ka Haal Acha Hai

P[D][D][D] dedicated to Anamz1 plus wardah Ciapk P[8D][8D]
Khairiat kia hoa bemaar ho? -)
<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by ciapk</i>
<br />Khairiat kia hoa bemaar ho? -)
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">

nahi aisi yar bus socha jane se pehle kuch dedicate kerdun m just leaving ... !! kher its time for studies -)
One fine day in the middle of the night,
Two dead boys got up to fight,
Back to back they faced each other,
Drew their swords and shot each other,

One was blind and the other couldn’t see,
So they chose a dummy for a referee.
A blind man went to see fair play,
A dumb man went to shout “hooray!”

A paralysed donkey passing by,
Kicked the blind man in the eye,
Knocked him through a nine inch wall,
Into a dry ditch and drowned them all,

A deaf policeman heard the noise,
And came to arrest the two dead boys,
If you don’t believe this story’s true,
Ask the blind man; he saw it too!

))))),,,
Bin uskay har baat adhuri lagti hai
Bin uskay har raat adhuri lagti hai
Kahan jaon ab uski yaadon se bach ker
Uskay bin ab apni zaat adhuri lagti hai

Remember me in ur prayers[)]
Bin tere ab apni prayer adhuri lagti hai [)] God bless you!
Ye tera shehar bhe hai, Shehar e Zulaikha
Woh Peyambr hai jo daman ko bacha ly jai