Accountancy Forum

Full Version: BAKRA
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
**************************BAKRA********************************

Kash iss eid par main tera bakra hota**

Aur kissi ne na sahi tu ne to mujhe pakra hota**************************



Tu hinai lege hathon se mujhe pathe khilati**

Thore thore nahi sare akathe khilati**************




Tu mujhe bain bain kar ke bulati**

Aur sham ko gali main saath ghumati*******************



Main teri qurbat ka nasha bar bar karta **

Tere lams ka ahsas mujhe sarshar karta*********************



Mere pass gari na sahi chakra hota **

Kash iss eid par main tera bakra hota*********************



Tu meri suhbat par naaz karti*********

Bila-jhijhak mujhe aashnae-raz karti*******************



Agar mera raqeeb mujhe chehra karata********


Seeng marta foran usse takar karata*******************



Raat ko sardi main bahir akra hota **********

Kash iss eid par main tera bakra hota***************



Phir eid par zibah ho jata main ***********

Teri khatir cut mar jata main **********************



Teri muhabat ne kuch iss tarah jakra hota*******

Kash iss eid par main tera bakra hota******************



There is a will there is a way.