Accountancy Forum

Full Version: INCOME TAX REFUND
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
Dear members
i am going to fill online refund application form but matter is that the period of this application is accounting year 2006-07 and i dnt know about CPR number i have only paid tax challan. what must i fill in CPR No. colu

Regards
Imran
CPRN ka matlab hota hay Computer Payment Receipt Number. Jab Income Tax Return jama karwatyn hayn or aap ko us k sath Tax payable jama karwana hota hay to us surat may aap ko Computer Payment Receipt Generate karni hoti hay or jab aap us receipt ko bank may jama karwaty han to Bank aap ko CPRN issue karta hay jo return may bhi likha jata hay,,,,

Agar aap nay return k sath Tax ka kuch amount jama karwaya tha to aap k pass CPRN hona chayea,,, or agar aap nay return k sath Tax amount jama nahi karwaya to aap k pass CPRN nahi ho ga,

Yahan chonky aap refund claim kar rahy han is waja say yakinan aap nay tax amount jama nahi karwaya ho ga is liye aap k pass CPRN bhi nahi ho ga,

Or refund claim karty howay CPRN ki zarorat to aap ko sirf is sorat may par sakti hay k aap nay Advance tax U/S147 gama karwaya ho, is k ilawa to sirf Tax Deduction Certificates ki hi zarorat parti hay