Accountancy Forum

Full Version: When u feel alone
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
Pages: 1 2 3 4 5


I think zindagi mein aik time aisa ata hai jab sarey aap logo ka sath choor dety hain then us time per kia karna chaiey.
plz share ur experience aap ne us time per kia kiya aur again kaisy motivate huey.
Hmmmmmmm. Cute lrki sari zindagi tu sath shaid koi b nai day sakta sb ko chor k jana hota he hay. agr koi pehlay sath chor jay tu ho sakta hy is main hmara apna qusor b ho. Anyhow, kisi ki janay say yay kisi k anay say koi frq nahin prta lgta hay jaisay dnya khtam ho gai hy bt in fact aisa kuch nahin hota ahista ahista sb zakhm bhr jatay hain or phr say wohi routine life. So, jo apki prwah nahi krta apko b unki prwah nai krna chahyay.
pta ni dear kia krna chahye tb xenix kha k pd jana chahye.
Allah Pak sy rishta aur mazboot kar laina chahiey.
Wardah nishay pay mat lagao bachi ko.

Annumz gd suggestion
to phir sea view chly jana chahye
yar ap log har forum p etne dukh bhare batain kio kar rahe hain (..tissue plz (
kio ki zindagi sirf akhroot torny ka naam ni or bhi bohat kuch hai is mai.hehhee
Khan sb jitna bra apka chehra ho ga MashAllah us k liay tissue nai Taat mango -)
hahhahahahahaha gud 1
bhai ye mera chera hai ap ka pait nahi D..us ki liye to tant b kam parta ho gaD
Kiun ap k kpray tanto walay dhotay rahay hain kia? -)


Plz topic per bhi comment kar lein . Mein yahan udas bethi hun aur aap log hain ke apni batein kiay ga rahy hain.
cute lrkiiiii kiun udass bythi ho? btaya tu hy k apnay chor k nai jatay or jo chor jatay hain wo apnay nai hotay tu un k liay kiun udass bythi hoooooooo? aik tu mujy udass lrkion ki smj nai aati. lrkian he kiun udass ho k bythti hain akhirrrrrrrrr jis ko apki prwa nai ap loog uski prwaaa kiun krtayyyyy hooo , bnda dnda utha lay or.................. oper jhnda lga k ghoomay. -)


Agreed Ciapk. Jo meri parwa nai karta to phir mein us ke barey mein kun socho.
Actualy mein ne ye topic is context mein likha hai k sary log aap ke against ho jain then us situation mein kia karein .
Suppose ke office mein sub against ho jein.
Pages: 1 2 3 4 5