Accountancy Forum

Full Version: Ghazal Cornor..................
You're currently viewing a stripped down version of our content. View the full version with proper formatting.
Will u people like to share whole or part of Ghazals sung by any one at here?
Herchand sahara hay teray piyar ka dil ko
rehta hay magar aik ajab khoof sa dil ko

woe ayain tu heran woe jain tu parayshan
Ya Rab koi smajhay yeah kia hogaya dil ko

Woe khawab k daikha na kabhi lay ora neendain
woe dard k utha na kabhi kha gaya dil ko

ya sanass k layna bhi guzarjana hay jee say
ya marka-a-ishq bhi aik khail tha dil
Kasim,

I think yeh topic delete ho jaiga by Admin.

Regards.
testing
testing

lolz


yar i have emailed u on ur forum nick id check it and reply plz
regards

Kasim.

oh ok, I will surely check by today, And will revert back 2 u.

Regards.
thanx

o Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata

Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein
Kya Baat Hai, Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata

Woh Ek Hi Chera Toh Nahi Saare Jahan Mein
Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata

Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha
Jate Hain Jidhar Sab Main Udhar Kyon Nahi Jata

Woh Naam Jo Na Jane Kab Se, Na Chehra Na Badan Hai
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata"
pka 15 din baad ye topic del ho jae ga )
ALLAH karey yeh topic delete ho jaey.... [P]
her dusrey din POETRY, QOUTES, POET CORNER perh perh k damagh ki dahi ban chuki hai..........
pleaseeeeeeeeeee ek POET CORNER kafi thaa naa.......
tum es qum ko samjho ge nahi dost ..jo har daro dewar p naqash kar nai ka dil chata hai '(...