![]() |
Lets be poet - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: Lets be poet (/thread-lets-be-poet) |
- Kasim - 10-07-2010 Muhabbat ki taseer nahi milti Wafa ki tasweer nahi milti zamanay ki heer nahi milti milay tu taqdeer nahi milti khawab ki tabeer nahi milti zindagi ki zangeer nahi milti khushi ki tehreer nahi milti sakoon ki lakeer nahi milti - Kasim - 10-07-2010 <b>Traslation</b> poet has said just one thing in his whole poetry i havent found the person (special one), i m searching for lol - WARDAH - 10-08-2010 desi ghee lgi roti nahin milti dodh k sath jalaibi nahin milti burger k sath pepsi nahin milti golgpon k sath chtni nahin milti mily to khti milti hai mithi nahin milti Translation poet has said just one thing in her whole poetry i havnt found that chskoor pna , i m searching for lol - raza 123 - 10-08-2010 Haal ye hai ke KHwahish-e-pursish-e-haal bhi nahiN Uus ka KHyaal bhi nahiN apna Khyaal bhi nahiN Ae shajar-e-hayat-e-shauq..... aisee KHizaaN raseedgi ??? Poshish-e-barg-o-gul to kya jis'm pe chhaal bhi nahiN ??? Mujh mein wo shaKHs ho chuka jis ka ko'ee hisaab tha Sood hai kya...ziy'aaN hai kya iss ka sawaal bhi nahiN Mas't hai apne haal mein dil zadgaan-o-dil baraaN Sul'h-o-salaam to kujja behas-o-jadaal bhi nahiN Tu mera hosla to dekh daad to de ke ab mujhe Shauq-e-kamal bhi nahiN KHauf-e-zawaal bhi nahiN KHema gah-e-nigaah ko loot lia gaya hai kya ?? Aaj ufuq ke dosh par gar'd ki shaal bhi nahiN Uff ye fiza-e-ehti'yaat taa kahiN uDH na ja'en hum Baad-e-junoob bhi nahiN baad-e-shumaal bhi nahiN GHarat-e-roz-o-shab to dekh waqt ka ye GHazab to dekh Kal to nidhaal bhi tha mein aaj nidhaal bhi nahiN Mere zamaan-o-zaat ka hai ye mu'aamla ke ab Sub'eh firaaq bhi nahiN shaam-e-wisaal bhi nahiN Mein bhi bahut ajeeb hun itna ajeeb hun ke bas KHud ko taba'ah kar liya aur malaal bhi nahiN. - WARDAH - 10-08-2010 raza......itny khtrnaak kaam ni krty dear.john eliya qaber sy nikl k ajae ga tumhara qima bnanay.hahahhaha - raza 123 - 10-09-2010 <blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by WARDAH</i> <br />raza......itny khtrnaak kaam ni krty dear.john eliya qaber sy nikl k ajae ga tumhara qima bnanay.hahahhaha <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"> Yeah poetry bohut achi hai issme kuch hakikat ki akasi hai ! me aisi poetry likhna chahta hun ... - Safoora - 10-09-2010 Zamany k sawalon ko main has k taal doon laikin... Nami in ankho ki kehti hay mujeh tum yad atay hu.. - Safoora - 10-09-2010 Mere zehan ko jo nai Qabool wohi log hain mere Hamsafar... Mujhe har tarah se jo raas tha woh shakhs mujhse bicharr gaya... - WARDAH - 10-09-2010 raza.....to thori rdobdl kr k likhty na ta k tumhara apna lgta ) safoora.....itna sad shair ( - Safoora - 10-10-2010 haan jee bas kia karain shair jab tak sad na hu... mujhe acha nai lagta P - raza 123 - 10-10-2010 Or jub wohi udas shair samne ajata haina tu agey se geeli or peeche se peeli huajti hai hahahahah PPPP khekhekhe P - Safoora - 10-10-2010 jab kerna be tuki baat kerna tum... s - raza 123 - 10-10-2010 - ( Tissue Pls '( - Safoora - 10-10-2010 lol tissue nai chiye is baar? P - raza 123 - 10-10-2010 ghor se daikhu P andhi P |