![]() |
Lets be poet - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: Lets be poet (/thread-lets-be-poet) |
- Safoora - 10-10-2010 haha haan ab mukammal lag ra hay P - Safoora - 10-12-2010 Uski ankhon mai nazar ata hay sara jahan.. afsoos k un ankhon me kabhi khud ko nahi dekha!! [(] - yasir_live - 10-12-2010 <font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by Safoora</i> <br />Uski ankhon mai nazar ata hay sara jahan.. afsoos k un ankhon me kabhi khud ko nahi dekha!! [(] <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"></font id="size1"> Ek jagaa tu aap hassnaay ki baat karti hain, Doooosree jagaa Aap Ronaay ki baat karti hain. Kya Yeh khulaa Tazaaaad nahi [^][0][X] - Safoora - 10-12-2010 this is called versatility my brother!! P - Kasim - 10-14-2010 kuch adhoori lakin zaroori shairi khawaboon main rehta hoon na khiyaaloon main rehta hoon her pal teri zaaat say wabasta sawalooon main rehta hoon ---------------------------------------------------- hath uthata hoon dawa bhool jata hooon sawal uthata hoon sada bhool jata hoon ---------------------------------------------------- zindagi asaan ker k daikhtay hain mout ka samaan ker k daikhtay hain maan mandir may hay sanum bhi khuda bhi iss ko weeraan ker k daikhtay hain shayed k woe mil he jaye kissi more per aisa bhi gumaaan ker k daikhtay hain main ous pay marta hoon woe marta hay kissi or pay challo khud ko kurbaan ker k daikhtay hain ---------------------------------------------- baqi ki phir kabhi (itni asani say tu nahi choroonga na app sub ko appna pora dawan suna ker dewaana bana doonga app sub ko) lolz regards - WARDAH - 10-14-2010 koi mairay haal k mutabiq b shair keh dy k humko shairinahin aati ( - Namia Beera - 10-15-2010 titliyo k mausam mein, nochnaa gulaabo ka reet is nagar ki hai, aur najaney kab se hai dekh kar parindo'on ko, baandhnaa nishaano'on ka reet is nagar ki hai aur najaney kab se hai tum abhi naey aey ho iss liey pareshan ho iss tarah sey ghabraa k aasmaan ko mat dekho aafto'on k aaney per tootnaa sitaaro'on ka reet iss nagar ki hai aur najaaney kab se hai guftugoo hunar uss ka khamoshi shayva mera iss ajib kashmakash mein maangna havaalo'on kaa reet iss nagar ki hai aur najaney kab se hai Ajeeb hein log is shaher k Bowtey hein beej nafrat k Aur kartey hein intezaar Mohabbat ki fasal ka Cho'or k haqeeqato'on ko daikhnaa Saraabo'on ka reet is nagar ki hai aur najaaney kab se hai labo'on se aap kahein naa aur dil ki baat samajh lay koi jaagti hui aankho'on se dekhnaa khawaabo'on kaa ree iss nagar ki hai aur najaaney kab se hai...... - WARDAH - 10-16-2010 i always have "tishnigi" after reading ur poetry.kuch mrkzi khyal ya tshreeh kr dia kijiey sha'ir-e-mohtram - Kasim - 10-16-2010 <b>Tishnagi</b> jab mukadar main kissi ka sath hotta hay jab hathoon main kissi ka hath hotta hay jab ankhoon main kissi ka khawab hotta hay kuch pal ko <b>Tishnagi</b> ka Ahsass nahi rehta Phir app ousay paa laytay hoo Jeewan appna sajja laytay hoo Taqddir say gilla mita laytay hoo kuch pal ko <b>Tishnagi</b> ka Ahsass nahi rehta Phir dil apna abaad lagta hay Phir chehra apna shaad lagata hay kuch pal ko <b>Tishnagi</b> ka Ahsass nahi rehta lakin phir say wohi piyaas lout atti hay lakin phir say koi aasss lout atti hay tub app yeah jaan loo tub aap yeah maan loo Iss dil k weeranay main Iss jeewan k fasanay main kissi AOUR ka daira hona hay ik roshan sawera hona hay Per OUS ko pana itna bhi asaan nahi tabhi her aik ko OUS ka armaan nahi Per Joe ous ko paa layta hay woe sub kuch paa layata hay phir ous ko koi piyass nahi hoti phir ous ki koi aasss nahi hoti Phir kissi pal <b>Tishnagi</b> ka ahsas nahi rehta Phir kissi pal <b>Tishnagi</b> ka ahsas nahi rehta - WARDAH - 10-16-2010 ye kia hrkt thi?? - Kasim - 10-16-2010 woe actually yeah poetry (ya joe bhi keh loo) din k ujalay main bunni thi na issi liyeah kuch technical mistake hogaye thi - WARDAH - 10-16-2010 looooooooooo g dasoooooooooooo poetry kuj di kuj bn gai hun lollllllllllllllz bus g sari kahani han/na ki hai.matlb hi bdl jatay hain zindagi k. - Safoora - 10-21-2010 Raah e Wafaon me in Sazaoon ko kon dekhe ga Safar hay dhoop ka chaoon ko kon dekeh ga Hum apni zid pe aye to cheen lengay tujhe Tere Sheher ki lambi dewaroon ko kon dekhay ga teray Bazm k hum woh chiraagh hain hum nawa K jab jalain tu hawaon ko kon dekhay ga Bichar tu jayen magar phir khayal ata hay.. Teri in piaar bhari adaon ko kon dekhe ga!! - WARDAH - 10-21-2010 ye tumki zaati shairi hai??????????? ni naaaaaaaaa???????? to poetry mai ja k daalo na dear ) waisay achi hai. - Safoora - 10-21-2010 lol garbar hugaiP shoowiie!![I] |