Accountancy Forum
Tax tuition - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: The Profession (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-the-profession)
+--- Forum: Students (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-students)
+--- Thread: Tax tuition (/thread-tax-tuition)

Pages: 1 2 3


- LapTop - 07-28-2010

jab may nay waha admission liya tha na to mujhay to tax ki ABCD bhi nahi aati thi, Sir Adil parhaya karty thay us wakat abhi ka nahi pata, par basic concept bohat achy clear kiye unhon nay wahan, wo Advocate han, or tax ik wakil say bahtar na to koi samajh sakta hay or na pharha sakta hay. aysa mera manna hay.


- Marium Khan - 07-28-2010

Achaa to mery to neighbou mn lawer family rehti hai


- LapTop - 07-28-2010

hahahahahahaha, par har wakil to tax ki tractise nahi karta na,,,, un say poch layn agar wo tax consultant han to wo aap ki achi tution day sakty han, pakka


- Information Consultant - 07-28-2010

Dear laptop mujahy tum say thora sa ikhtlaf hay or yahi jamhoriat ka husan hay
mera mana hay kay professional teacher ki baat alag hoti hay wo examination technique kay hisab say course design kar kay teach karat hay


- Sarfaraz Khan - 07-28-2010

me my colleague and my friend also studying the same course TAX MANAGEMENT from IPA, Institute of Professional Advancement,

its a very good place..abhi classes start hoi hain..evening main hai..jis jis ko register ho na hai foran ho jai..fee 8000 hai ful course ki..bat chet kar k discount b mil jata hai ..56 credit hours ka course hai..

sir Asif parha rahe hain..finance manager Gul ahmed

hurry up..





- Marium Khan - 07-28-2010

Unfortunately, woh tax mn deal hi nai krty, IP mn koi Phn nai receive kr rha


- LapTop - 07-28-2010

sarfaraz bhai,
marium ko wahan ka number to day do, may nay jo phon number diya hay wo ho sakta hay change ho gya ho.




- Sarfaraz Khan - 07-28-2010

02134800127
02132041877
03003749514

bulkul abhi start hua hai session..kal wali class bare rat k waja se cancell ho gai the..next class Friday yani k kal hai ..rat 8 to 10.. ap direct phonch k b fees pay kar k class main bath sakte hain.. sir syed Uni k bulkul pechye wali gali main..


- LapTop - 07-28-2010

ary sarfaraz bhi may nay to kafi pahly wahan say ye course kiya tha, jab Adil sahab Income tax or Tahir sahab Sales tax ki classes layty thay,,,,

Marium ko adress samjhao, kon si bus jati hay ye bhi bata do,,, hahahahahahaha


- Sarfaraz Khan - 07-28-2010

bhai ap sherminda mat karoo main to bas cha raha tha k she gets the correct place ..bcs mujhe b TAX man bohat intrest hai..but main nai bohat search kia muj ko koi aesai local course nahi milye.. har koi advise kar ta ACCa, CIMa, CA etc etc kar lo..jab k un students ko b tax ki etne info nahi ho te specialy currant scenario main..main nai khud bae mushkil se dhund k nikala hai ye institute..or abkushi ho rahe hai ye jan k kap nai b wahan se same course kia hai )




- LapTop - 07-28-2010

Han may nay wahan say hi kyat ha ye course, par mujhay is waja say zayada mushkil nahi hoi k may kanoon samajhta hon, chalna wahan say sikha or phir dorna khud sikh liya hahahahhahaha


- Sarfaraz Khan - 07-28-2010

Good )


- LapTop - 07-29-2010

Consultant Bhai,

pata hay kya farak hota hay ik professional teacher or ik attorny at tax may,

ap gagar professional teacher say pocho gay na k NTN par business name change karny ka kya tarika hay to wo nahi bata paye ga, kyon k na to ITO may hay na Rule may,,
Attorny at Tax bata day ga. kyon k wo wo bhi janta hay jo kitabon may nahi likha hota, hahahahahahahaha


- Information Consultant - 07-29-2010

tumhari baat bilkul sahi hay laikin mera yay point of view hay kay student ka purpose paper pass karna hota hay aik limited syllabus hota hay teacher nay past papers dekhay hotay hain wo usi hsab say course design karta hay ham nay to overall student ko dekhna hay na apni prof study kay baad hosakta hay wo audit ,finance banking may jana chay or agr tax side par ana chata hay to baishak wo as a trainee kam karay icmap may tax stage 3 may hay us kay baad 3 stage or hain un may agay khain tax nahi hay qulaify kartay kartay to waisay hi bhool chuka hoga baqi tumhari baat say mujhay inkar nahi hay


- LapTop - 07-29-2010

Consultant bhai,,
May sirf taxation ki field ki baat kar raha tha, baki aab ki baat bhi theek hay,