![]() |
What if I call you people for dinner? - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: What if I call you people for dinner? (/thread-what-if-i-call-you-people-for-dinner) |
- Sarfaraz Khan - 10-02-2010 hehehehehhe yar kia batao warda ki taref main ..etne emandar , nimazi , parhaiz gar , noorani larki hai yaqen karo noor nikal nikal k tapakta hai $.or us se zada zahen to main nai aj tak kahin dekhe he nahi ..or us ki sakawat ki qesai to hain he mashoor ...$.. toba toba toba toba toba $$$ - WARDAH - 10-03-2010 pora btao na sarfraz parda dar bibi b hai nmazi or prhaiz gaar k sath.dawat mai znan khana or mrdaan khana alg alg hoga.manzoor hai to bolo kb ki dawat rkhon? hheheheheh - yasir_live - 10-03-2010 Rakho mujhay bhi bula lena, Humari nazrain Parday k Aar-Paar ho jati hain ) Wardah Main nay tumsay kaha tha na k Anamz ghaib ho jai gi, Dakho meraa Forecast sahi nikla iska matbal hay k mujhay Finance k ander abb ajana chaiyay hehehehe. Regards. - WARDAH - 10-04-2010 hahahahaha she told me bz nowadays will come on mon or tue.kion tumharay gogles shahruk khan waly hain?hahahhahahah v risky!! tum saudia hi baithy raho.hum tcs kr dain gy ) - Sarfaraz Khan - 10-04-2010 Ham ko sha-rat manzor hai (H) . . . agar ham hare to ham dugna lagan den gai...or agar ap harai to agalai 3 salon ka lagan maf D . abe yar parda choro ...ap ko to ham taklef dena b nahi cha rahe es umar main..bas app paise bhejwa don $ sharef bachai hain ham khud he khared ki rukhe sukhi kha kar Allah ka shukar ada karain gai $... - WARDAH - 10-04-2010 oe!! ye is umer sy kia mtlb hai tumhara? waisy gr mai party don to mairay lhr walay buddies reh jain gy.or sochoooooooooooo phir hum sb k pait mai kitna dard hoga.unki niat sy.hehehhehe.mairi to khair hai pehly hi mri muki phir rai hon.tum sb khobro nojawano ki fikr hai mujhy.kahan pait pkry pkry dohry hoty phiro gy ) - Sarfaraz Khan - 10-04-2010 nahi nahi nahi ..hajmula hai na DD..ap lohore walon ko choro yar $$ Muftai kai liye ham kuch b kar saktai han $ $ - WARDAH - 10-04-2010 tum to bchu ab kt lo.nya nya vya hua hai ja k baigm k hath ka khao ja k shabash!! chhry chhant mai tumhara kia kaam. hahahahahhohoohhooheheheh - ciapk - 10-04-2010 Mujy kuch nai hota kisi ki nzar nai lgti -) - Sarfaraz Khan - 10-04-2010 ni ni main baigum ko b lai kar aon ga $...she loves to eat mufta P..D...or ap se mil kar tu us ko bai inteha kushi ho ge P.. - WARDAH - 10-04-2010 ciapk....tumhara to koi msla hi ni hai na chahy idher dawat ho k chahy udher.tumny hr jgah apny camp lgae huae hain ) - Sarfaraz Khan - 10-04-2010 kion CIPK bhai USAID main hain kia??$..aj kal unhi k camp zada hain $ P - ciapk - 10-04-2010 hahahhahah, nai bhai main ghreeb awam hun jo jahan camp nzar ay us main ghus jata hun -) - Sarfaraz Khan - 10-04-2010 yani k apnai he bhai hoi na DDD. phir kia scene hai sham man abdullah shah qazi ki mazar ka ??$ - WARDAH - 10-04-2010 hahahahah kia bna dia sarfraz ny tumko ciapk.hahhahaha |