![]() |
poetry - Printable Version +- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum) +-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general) +--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion) +--- Thread: poetry (/thread-poetry--2814) |
- Ali RAZA - 07-07-2010 <blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by Humaira</i> <br />Sookhay honto pay hoti hain meethi baatain Pyas bujh jaye to lehjy badal jate hain Allah Hafiz [)]Have a nice day[)] <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"> very nice!!! - Humaira - 07-07-2010 Thanks Ali - WARDAH - 07-08-2010 Najany us k dil mai mehfilain aabad hon kitni Akaila jo bhi baitha ho, usy tanha nahin kehty Regards[)] - raza 123 - 07-10-2010 <b>ab ke ham bichhare to shaayad kabhii Khvaabon main milain jis tarah suukhe hue phuul kitaabon main milain dhondh ujare hue logon main vafaa ke motii ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon main milain tuu Khudaa hai na meraa ishq farishton jaisaa donon insaan hain to kyon itane hijaabon main milain Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar main shaamil kar lo nashaa barataa hai sharabain jo sharaabon main milain aaj ham daar pe khainche gaye jin baaton par kyaa ajab kal wo zamaane ko nisaabon main milain ab na wo main hon na tu hai na wo maazii hai `Faraaz' jaise do shaKhs tamannaa ke saraabon main milain</b> - raza 123 - 07-10-2010 <b>Shaq ho gaya hai sina khusha lazzat-e-farag Takleef-e-pardadari-e-zakhm-e-jigar gai</b> Regards -) - yasir_live - 07-11-2010 Iss ki Tashreeh bhi kar detay, Mujhay Yaqeen hay Samajh Tumhain bhi nahi Aya hoga, Wohi Copy-Paste wali Purani Adat. Aur doosri line main Itnay "E" banday ka dum hi ghut jai Shair poora bolltay boltay. Regards. - raza 123 - 07-11-2010 Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar main shaamil kar lo Nashaa bharta hai sharabain jo sharaabon main milain - Humaira - 07-14-2010 Kuch Yadain hain un lamhon ki Jin lamho main hum saath rahain Khushiyon se bhare jazbat rahain Ek omer guzari hai hum ne Jahan ruthe huwe bhi huste the Kuch kehte the kuch sunte the Hum roz subah jab milte the To sab kay chehre khilte the Purlutf woh manzir hota tha Sab mil ker batain kerte the Hum soch kay kitna hunste the Woh gonjh humare hunsne ki Ab ek purani yaad bani Yeh batain hain un lamhon ki Jin lunhon main hum saath rahay Allah Hafif Remember me in ur prayers[)] - raza 123 - 07-14-2010 Un K Dekhe Se Ju Ajati Hai Moun Pe Ronak WOh Samajhte Hain Bemaar Ka Haal Acha Hai P[D][D][D] dedicated to Anamz1 plus wardah Ciapk P[8D][8D] - ciapk - 07-14-2010 Khairiat kia hoa bemaar ho? -) - raza 123 - 07-15-2010 <blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by ciapk</i> <br />Khairiat kia hoa bemaar ho? -) <hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"> nahi aisi yar bus socha jane se pehle kuch dedicate kerdun m just leaving ... !! kher its time for studies -) - Ali RAZA - 07-15-2010 One fine day in the middle of the night, Two dead boys got up to fight, Back to back they faced each other, Drew their swords and shot each other, One was blind and the other couldnât see, So they chose a dummy for a referee. A blind man went to see fair play, A dumb man went to shout âhooray!â A paralysed donkey passing by, Kicked the blind man in the eye, Knocked him through a nine inch wall, Into a dry ditch and drowned them all, A deaf policeman heard the noise, And came to arrest the two dead boys, If you donât believe this storyâs true, Ask the blind man; he saw it too! ))))),,, - Humaira - 07-23-2010 Bin uskay har baat adhuri lagti hai Bin uskay har raat adhuri lagti hai Kahan jaon ab uski yaadon se bach ker Uskay bin ab apni zaat adhuri lagti hai Remember me in ur prayers[)] - bizmen - 07-23-2010 Bin tere ab apni prayer adhuri lagti hai [)] God bless you! - Anamz1 - 09-17-2010 Ye tera shehar bhe hai, Shehar e Zulaikha Woh Peyambr hai jo daman ko bacha ly jai |