Accountancy Forum
POETRY?? - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=3)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=5)
+--- Thread: POETRY?? (/showthread.php?tid=1384)

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32


- maani - 01-03-2005

BAZAHIR WO MERA KHAYAL KARTI HAI
JHOOT BOLTI HAI MAGAR KAMAL KARTI HAI

DIL HAI MERA LOSE ISAY NA KARNA USE
AGHAR HOGAYA FUSE TUMHAI PARANGAY SHOES

APPLE KAT'TA HO KNIFE SE
PANI PITA HO PIPE SE
KIYA ZAMANA AGAYA HAi
JUTAI KHATA HO WIFE SE

HUM CHAHAIN AAP KO
AAP CHAHAIN KISI AUR KO
AAP JISAY CHAHAIN KHUDHA KARAY
WO CHAHAIN KISI AUR KO

TU SAWAL NAHI EK PHALI HAI
MERI MANZIL TU NAHI TARI SAHELI HAI TU
SHAMA HOTI MAIN PARWANA HOTA
NA TU COACHING JATI NA MAIN DIWANA HOTA

PYAR MAIN KISI NE DHOKHA KHAYA
TO KISI NE KSAM KHAI HAI
HUM WO MAJNOO HAI
JIS NE SIRF LAAT KHAI HAI

DUNIYA SE JO DARAY USAY KAHIL KHATE HAI
DUNIYA JIS SE DARAY USAY SHAIRE KHATE HAI

SHAIR CHARA SAMAJ KAR HAR GHADHA CHARNE LAGA
URDU ZABAN AATI NAHI SHAIRE KARNE LAGA

SHAMA RO RO KAY PARWANOO SE KHA RAHI HAI
MUJAI RUMAL LA DO MARI NAAK BHA RAHI HAI

HUM DIL KI THABHAI KA SAMAN NA KARANGAY
BUN JAINGAY DHULAY MAGAR HAAN NA KARANGAY

PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAr DIN SE MOO NAHI DHOIYA
UM NAHANE KI BAAT KARTE HOO

PHOOL KO MAT TORO KANTA LAG JAI GA
LARKI KO MAT CHAIRO CHANTA LAG JAI GA

Ace


- maani - 01-03-2005

Apni Zouja kay Taruf main kaha aik shaks nay
Dil say in ka mutarf hoon main zabani hi sahi
Chaye bhi achi banati hayn meri begam magar
Moo bananay main to in ka koi saani hi nahi

Jab say Aienak lagi nazroon wali
Zehar lagnay lagi hay ghar wali

Hay mezbaani ka ye takaza, kay aaye mehmaan to muskura do
Magar tabiyat ye chahti hay galay milo or gala daba do

Agar gussa hi karna hay to gussa is kadar karlo
Tumhara moon jidhar hay peeth bhi apni udhar karlo


Ace


- maani - 01-03-2005

Yarab abb ke jo mein ghar badloon tau aisi parosan de
Jo qalb ko garma de jo rooh ko tarpa de

Ace


- sohana - 01-06-2005

kia fazool ha ya
itne big poems
short karo na
ok i am also starting my big big poems




- sohana - 01-06-2005

may the flowers wither
may the men die
may u forgot me
but never will i




- n/a5 - 01-06-2005

kabhee socha nahe tha zindagee main
koi aya nahe tha zindagee main
mohabat main teri yadoon say khalee
koi lamha nahe tha zindage main
osaa chaha tha apne jaan say bar ka
jisa dakha nahe tha zindagee main
humain tu har kadam par gum milay tha
yeah gum pahla nahe tha zindage main


HEART BEATS ( try try again )


- n/a5 - 01-06-2005

"sharab samaj ka 1 dushman hai,
Aoao milke kasam khaye,
is dushman ko khatam karen.
ek botal tum khatam karo,
ek botal hum khatam karen...
....cheers.....!


HEART BEATS ( try try again )


- n/a5 - 01-06-2005

Paani key ek ghoont sey
Poorey badan mein roshni hi roshni phail rahi hai
Aankhon key diye bujhney key saath saath
Mujhey woh saarey ujaley dikhayi deney lagey hain
Jinka saaya tak na kabhi naseeb ho saka
( this was writen by my very best friend )

HEART BEATS ( try try again )


- maani - 01-06-2005

Phir Maazi ka Daman Wasee hua
Phir Aaj ka Suraj Doob gaya
Phir Yaad kay Phool Chand aur Khilay
Phir yaron ka Saath Chhoot gaya
Kal say jo Mun Chhupaaya tha
Lo Aaj woh Bhaanda Phoot gaya
Barson Jo hum Nay guzaar Dyay
Ik Sapna tha jo Toot gaya
Ab Ummeed hay Kal kay Suraj ki
Jo Din Naya Dikhlaay ga
Nayi Jaghayn lay jaay ga
Yaar nayay banwaayga
Guzray Kal ki yaadain Lekin
Humain Bhulwaa na Paayga
Wo Suraj Humain Behlaayga
Par hamesha na Reh paayga
Phir maazi ka daman Wasee hoga
Phir Yeh suraj doob jaayga



Ace


- maani - 01-06-2005

koi ye kaisay batai ke wo thanha kyoon hai..
wo jo apna tha wohe or kese ka kyoon hai...
yehe dunya hai tu phir ayse ye dunya kyoon hai...
ye he hota hai tu phir yehe hota kyoon hai...
ek zara hath barhain tu pakarlain daman...
us ke seenay main samajain hamare dhurkan..
itne kubat hai tu fasla itna kyoon hia..
dil e barbad say nikla nahin ab tak..
aass jo tot gai phir say bandhata kyoon hai..
tum mussarat ka kaho ya isay ghum ka rishta..
khetay hain ke peyar ka rishta hai janam ka rishta..
hai, janam ka rishta tu phir badalta kyoon hai..


Ace


- maani - 01-06-2005

kahan ye bas main tha k hum khude ko husla de thay...
ye hi bhute tha k har gham par muskura dethay ....
hava ke dor ju uljhethe ungleyone say ...
hum asman par tera name tak sajha dethay


Ace


- maani - 01-06-2005

Zindagi bhi ajeeb hai
Kiya kiya rang dekhati hai
Pehlay mainay kisse aur ko chaha
Phir tumsay mohabbat hoi
Yahatak kai zindagi tumharay naam kardali
Phir youn howa kai tum nay meri hi reet agay barhaiie
Aur mujhay tanha chor diya
Mujhay dar hai kai kahi
Tareekh apnay aap ko dohhra na day

Ace


- maani - 01-06-2005

Zindagi bhi ajeeb hai
Kiya kiya rang dekhati hai
Pehlay mainay kisse aur ko chaha
Phir tumsay mohabbat hoi
Yahatak kai zindagi tumharay naam kardali
Phir youn howa kai tum nay meri hi reet agay barhaiie
Aur mujhay tanha chor diya
Mujhay dar hai kai kahi
Tareekh apnay aap ko dohhra na day

Ace


- maani - 01-06-2005

Zindagi hai mere Jasa eik tofan
Kiya ja raha hoon gunah pe Gunah..
Koi roka mujha koi toka mujha
kya ya karna ko ma bhaja gaya..
Do char din ka hun mahaman
Ao ikhata karan kuch wapsi ka samaan..
Khul ka ro la ab to ankhain khool
Zindigi hai eik tohfa isa youn to na rol..

Ace


- sohana - 01-07-2005

yar plz can anyone rite some english poetry also
pplz