Accountancy Forum
poetry - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=3)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=5)
+--- Thread: poetry (/showthread.php?tid=2814)



- FARHAN123 - 04-22-2010

<font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b>
bohat mushkil hai kisi ke dil per apney dil k dard ki kahani likhna...

bilkul aesay hi jaisy BEHTAY huwey pani pe PANII likhnaa..!!!



</font id="red"></font id="size3">
</font id="Courier New"></b>


- FARHAN123 - 04-26-2010

<font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b>

Jab maire dil ki masjid main taire yadon ki Azan hote he
‘FARAZ’…..

To apnay he ansuon se wuzu kr k tere MOHABBAT ki Ibadat krte he.



</font id="red"></font id="size3">
</font id="Courier New"></b>




- FARHAN123 - 04-26-2010

Wo Pani Ki Lehro Per Kya Likh Raha Tha
Khuda Janay Hurf-e-Dua Likha Raha Tha
Likha Jis ne novel Wafa Ka Adhora Wohi
Pyar Ki inteha Likh raha tha
Bhala karte karte Guzri jawani
Magar phr bhi khud ko bura likh raha tha
Mohabbat mein nafrat mili thi usay
Jo Har Shaks Ko Bewafa likh raha tha
Kahin us ki Ankh se Anso Na Nikle
Wo Jis waqt Lafz-e-Saza Likh Raha Tha



- FARHAN123 - 04-26-2010


<font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b>


Log Kehte hen

K






Larkiyan

Zindagi Hoti Hen



Maut Nahin



Magar

Wo
Log

Ye Kyn Bhool Jate HEN

K

Dhoka BHi
Zindagi hi deti hai

''MAUT''nahi



</font id="red"></font id="size3">
</font id="Courier New"></b>



- Ali RAZA - 04-26-2010

Something so hard
goes straight to the soul;
it seems impossible to get over
and my heart is left with a big hole.

I'm trying to be happy, wearing a smile;
but I'm dying inside.
The world seems to be fading,
and I just want to run and hide.

Everywhere I go I see your face,
and realize how much I miss you;
and on the day you died
a piece of me died too.


- FARHAN123 - 04-26-2010

<font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b>
Hamari Anaa Ko Gawara Hi Na tha
K Muhabbat Mang Kar Latay...


Aur Un Mein Itna Zarf Na tha kBin Mangay
Luta Datey

Ik Muddat Tk Is dil ki
baqararyan na gaen....


Har Roz Tujhe Khat likhtey
Har Roz Jala Datey

Khud ko teri Mohabbat k Qabil hi na Samjha
Warna
Toot k Tujhe Aisa Chahtay k Khud Ko Bhula Datay

Kabhi AAZMA k Dekh K Teri khuwahishon Ki Khatir

Tere Qadmon mein Bikhar jatay
Teri Rahon Ko Saja Detey
</font id="red"></font id="size3">
</font id="Courier New"></b>


- FARHAN123 - 04-26-2010

Jo Khayal They Na Qayas They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye
Jo Mohabbaton Ki Asaas They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye

Jinhain Maanta Hi Nahi Ye Dil Wohi Log Merey Hain Hamsafar
Mujhey Har Terha Sey Jo Raas They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye

Mujhey Lamha Bhar Ki Rifaqaton Key Saraab Bohat Satayen Gey
Meri Umr Bher Ki Jo Pyaas They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye

Ye Jaal Sarey Hain Aarzi Ye Gulaab Sarey Hain Kaghzi
Gul-E-Arzoo Ki Jo Baas They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye

Jinhain Ker Saka Na Kubool Mai Wohi Shareek-E-Raah Safer Huey
Jo Meri Talab Meri Aass They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye

Meri Dharkanon Key Kareeb They Meri Chah They Mera Khuaab They
Wo Jo Roz-O-Shab Merey Pass They Wohi Log Mujh Sey Bichar Gaye



- FARHAN123 - 04-26-2010

<font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b>

Kis Tarhan Ghera hai Mujhe
Ehsaas-e-mehromi Ne


Sochta Hoon Meri Tarhan Koi
Or Bhi Tanha Hoga
</font id="red"></font id="size3">
</font id="Courier New"></b>


- FARHAN123 - 04-26-2010

<font face="Courier New"><font size="3"><font color="red"><b>
Thukra ke usne mujhe kaha ke muskurao

mein hans diya akhir sawal uss ki khushi kaa tha

mein ne khoya woh jo mera tha hi nahin

usne khoya woh jo sirf ussi kaa tha .....

</font id="red"></font id="size3">
</font id="Courier New"></b>


- awaisaftab - 04-28-2010

aata hai yaad mujhko guzaraa huaa zamaanaa
vo baaG kii bahaare.n vo sab ka chah-chahaanaa


aazaadiyaa.N kahaa.N vo ab apane gho.Nsale kii
apanii Khushii se aanaa apanii Khushii se jaanaa


lagatii ho choT dil par, aataa hai yaad jis dam
shabanam ke aa.Nsuuo.n par kaliyo.n kaa muskuraanaa









- awaisaftab - 04-28-2010

My hopes and wishes come upon
My lips from inside my heart.
Oh Allah! My life should be
Like a lamp, never to go dark.

Let the darkness of the world
Disappear from my presence.
Let every place become bright
From my shining existence.

Just as the flower stands with others,
Improving the garden's beauty,
Let my life stand with knowledge
And dignify my community.

My life should be built around
Those who seek the light,
Just as the moth loves the glowing lamp
In the darkness of the night.

Oh Allah! Make me strive
Constantly to educate my mind,
With the light of knowledge
That you gave me the power to find.

I want to dedicate my life to those
Who are in need of special care.
The old, the young, the ill, the hungry,
I want to be fair.

Oh Allah! You gave us choices!
Protect us from sins,
Lead us to the path of righteousness,
Help us to do good things


- awaisaftab - 04-28-2010

Han Dikha De Ae Tasawur Phir Wo Subah O Sham Tu
Dor Peechay Ki Taraf Ae Gardishe Ayam Tu ! ! !


- Anamz1 - 04-28-2010

Geelay Kaghaz ki tarha hai zindagi apni
Koi Likhta bhe nahe aur jalata bhe nahe

Iss kadar akylay ho gay aaj kal hum
Koi satata bhe nahe aur manata bhe nahe


- awaisaftab - 04-28-2010

<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by FARHAN123</i>
<br />Wo Pani Ki Lehro Per Kya Likh Raha Tha
Khuda Janay Hurf-e-Dua Likha Raha Tha
Likha Jis ne novel Wafa Ka Adhora Wohi
Pyar Ki inteha Likh raha tha
Bhala karte karte Guzri jawani
Magar phr bhi khud ko bura likh raha tha
Mohabbat mein nafrat mili thi usay
Jo Har Shaks Ko Bewafa likh raha tha
Kahin us ki Ankh se Anso Na Nikle
Wo Jis waqt Lafz-e-Saza Likh Raha Tha

<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">

Nice


- kamranACA - 04-28-2010

Nahi milta woh ikk baar hamein

Aur yeh zindagee dobara nahi!!