Accountancy Forum
poetry - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=3)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=5)
+--- Thread: poetry (/showthread.php?tid=2814)



- hanifasif - 02-22-2006

excellent !!!!!!

who is the poet. ?


- 50cent - 02-27-2006

intersting


- 50cent - 02-27-2006

Aisa nahi k hum ko mohabbat nhi mili
Ha Jisay chahtay thay kurbat nhi mili......

milnay ko zindgi main kai humsafar milay
likn tabeeato say tabeeat nhi mili.....

Chehron k hr hagoom main hum dhondhtay rhay
soorat nhi mili khin seerat nhi mili....

wo yakbyak mila to boht dair tk humin
alfaz dhoondnay ki bhi mohlat nhi mili

hr shaks zindgi main bohat dair say mila
koi bhi cheez hsb e zroorat nhi mili


- 50cent - 02-27-2006

Aisa nahi k hum ko mohabbat nhi mili
Ha Jisay chahtay thay kurbat nhi mili......

milnay ko zindgi main kai humsafar milay
likn tabeeato say tabeeat nhi mili.....

Chehron k hr hagoom main hum dhondhtay rhay
soorat nhi mili khin seerat nhi mili....

wo yakbyak mila to boht dair tk humin
alfaz dhoondnay ki bhi mohlat nhi mili

hr shaks zindgi main bohat dair say mila
koi bhi cheez hsb e zroorat nhi mili


- Ali Akbar - 03-01-2006

Ek shakhs ko kho daine ka darr q nahi jata
ye booj mere dil mere dil se uttar q nahi jata
manzil pa pohonch k bhi usse khona parega
ye pata hai phir b shoq-e-safar q nahi jata...........!


ICAPians, the unparalleled..


- hanifasif - 03-01-2006

bohat khoob !

Who says accountants are dry in nature and can only crunch numbers.
ICAPians are surely No. 1



- Ali Akbar - 03-05-2006

<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Tahoma, Arial" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by hanifasif</i>
<br />bohat khoob !

Who says accountants are dry in nature and can only crunch numbers.
ICAPians are surely No. 1

<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">

Yeah, no doubt

Next

"yadoon k darichoon se kuch gard hataney do
kuch apni sunao kuch humko sunane do
mazi ki aghsosh main kuch dair ko sar rakh k
ankhoon ki khumari main yun mast ho jane do.....!

ICAPians, the unparalleled..


- deviouspoet - 03-08-2006

God bless u here for doing good job of poetry of a good taste.


- Ali Akbar - 03-09-2006

Koun kehta hai k tum muj se door hojao gay
Tum to khawb ho khud he ankhon main bas jao gay
Main to qadam qadam pa tere sath hoon
bass wada karo tum b muje chorh kar na jao gay.......!

ICAPians, the unparalleled..


- 786 - 03-15-2006

aoa

sorry for not starting with the last letter but

khizaan nay loot liya hum say itibar k hum
bahaar main bhi nishan-e-bahaar dhoondty hain



- Humaira - 03-16-2006

AOA!!
h r all of u

Na ganwaoo nao kay neem kash dil-e-raiza raiza ganwaa dia
jo bachay hain sang samait lo tan-e-dagh dagh luta dia

meray charah gar ko naveed ho saf-e-dushmana ko khabar kero
jo hisaab rakhtay thay jaan per woh hisaab aaj chuka dia

kero kuj ke jiskay sar-e-kafan meray qatiloon ko gumaan na ho
keh garoor-e-ishq ka bankpan pas-e-marg hum nay bhula dia

jo rukay to koh-e-giraan thay hum jo chalay to jaan say guzer gay
rahay yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana dia

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "


- ibrishah - 03-21-2006

ALi Akbar @ KPMG
Ajj kal barai Shair banai howai hoo??? khair to hai na?????

Prays makes the Future
Ibri
http//www.ibrishah.4t.com



- Ali Akbar - 03-21-2006

Hahahaha....Life is a twist, check its each and every corner...

ICAPians, the unparalleled..


- tajwar - 03-28-2006

hi all Accountants+poets
so the word is "A"

aaj kaloon kaisey guzrey kal guzrey ga kaisey
kal jo pareshani mein beeta woh bhooley ga kaisey
kitney din hum aur jeingey kaam kitney hain baki
kitney dukh hum kaat chukey hain aur hain kitney baki


- mak_thecaian - 03-30-2006

salam humera hru
aay kaash tujhay chahne ka armaan na hota
me hosh me rehtay huay anjaan na hota
ya pyaar na hota kisi be dard se hum ko
ya koi be dard hi insaan na hota
aap k liye dua go
ali khan peshawar