Accountancy Forum
poetry - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=3)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=5)
+--- Thread: poetry (/showthread.php?tid=2814)



- Zeesh - 05-26-2006


ALFAZ MAIN GAR DHOOP HO CHARTHAE HOWAY SOORAJ KEE
AFKAR KEE NAGREE MAIN HAE SHAAM DHALEE JATEE

REGADS
ZEESHAN


- capricorn_me - 05-31-2006

EK KHATA KAFI HAI SAZA KE LIYE
KE HAZIR HUE TERI ZULF KI GHATA KE LIYE


- capricorn_me - 06-01-2006

ha ha ha
i win the contest

no reply so.......
)


- Muhammad Ahmad - 06-01-2006

man many many Congratulations to u and your familly........

Regards
Keep smilling
[D][D][D]<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Tahoma, Arial" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by capricorn_me</i>
<br />ha ha ha
i win the contest

no reply so.......
)
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">


- capricorn_me - 06-02-2006

hummmmmmmm
thanks
thanks sooooo much


- Muhammad Ahmad - 06-03-2006

So let us start again,

Koi mera dil se poocha tere tEERe neem kash ko,
Ya khalish kahan se hotti jo jigar ke par hotta

Howa jo teerenazar neem kash to kiya hasil,
Maza to jab ha ke seena ke arr par chala

Regards
Keep Smilling


- capricorn_me - 06-04-2006

aasman pay jab shafaq phut ti hai to wo pari-e-saba yaad aay
kahan ka insaf hai ye koshish karnaywalay ko nakam likhna


- Muhammad Ahmad - 06-04-2006

aa dil kissi ki yad main hoota hai beqarar kyun
jiss ne bhoola diya tujhe aus k ha intizar kyun


- capricorn_me - 06-05-2006

un haseen ittefaq pay geet, ghazal aur jaanay kiya kiya likha
woh paikar-e-husn aise ke din khatam ho jaaye to shaam likhna


- Humaira - 06-08-2006

AOA[)]
Hi all of u....ok

Apni Mehfil main mujhay bulwa kay daikh
Ya meri tanhayun main aa kay daikh
Main teri tareekh hoon mujh ko na choor
Bhulnay walay mujhay dohraa kay daikh


- zephyrrr - 06-14-2006

RAAKH HO BHI GAYEE JAL KAR KOI KHAHISH HAYEY
JIS KO KHAHISH THI KO WO KAASH MERI KHAHISH HOTI

Love is Life !


- zephyrrr - 06-14-2006

Deikh kar jheel si aankhein to mera dil thehrey
teri zulfon ki ghataayein ho to kajal thehrey

rukh pe shaffaf sa mar mar sey tarasha aansoo
teri aankhon sey girey husn ka badal thehrey

khushboo sey mehki huien pyaar ki thandi saansein
us pey aankhon ka jhapakna mera qaatil thehrey


- zephyrrr - 06-16-2006

chaar soo nazr-e-tahayyurr main jahan deikhta hoon
har kisi ko main yahan mehv-e-fughan deikhta hoon

chaltey phirtey sey saheefey ye tasavvuff key badan
zehnon mein paltey huey wehmo-gumaan deikhta hoon

kya khabar ! aaj samandar ki khamoshi tootey
yun hi chup chaap khara tarz-e-bayaan deikhta hoon

haath phailaayey khara hai to khara hai koi
us ki jaanib to bhala main bhi kahan deikhta hoon !

Love is Life !


- Humaira - 08-23-2006

AOA
how all of u[)] Tu hi janta hai meray Khuda

Meray dil main hai kon bolta
teri bandagi hai jabeen pay naqsh
yeh hai aaina meri soch ka
kabhi dukh kissi ko
diya nahi
mujhay aay Khauda
tera khoof tha
tera khoof bhi teri dain hai
bhala iss main mera
Kamal kiya
meri tishnagi meray saath hai
sabhi reh gaya jo unkaha
yeh bhi kaam nahi
dil-e-saad main
koi phool ab tak khila nahi
ok Allah hafiz



- aftabjafrani - 09-05-2006

bhool jane ka tujhi kaise tasaver karloon,
meree her sans se wabista he yaadein teree.