Accountancy Forum
Faraaz! Is Missing in this Forum. - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forum-general-discussion)
+--- Thread: Faraaz! Is Missing in this Forum. (/thread-faraaz-is-missing-in-this-forum)

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12


- yasir_live - 04-19-2010


Aye Faraz Aaj Shehar Bhi Hai Muhabbat Se Khali....
.
.
.

Kameez Teri Kaaaliii......
Tay Sohne Phullan Waali..........




- yasir_live - 04-19-2010


Ik umr ki judai mera naseeb kr k,

Wo tu chla geya hai batein ajeeb kr k.

Tarz-e-wafa ko uski kya naam doon, "Faraz"

Khud door hona chahta ha mujy qareb kr k.




- yasir_live - 04-19-2010


Arz Kya Hai


University Ki Larkiyan Hain Kuch Naraz.

Wah Wah Wah

University Ki Larkiyan Hain Kuch Naraz.


Kyon K


B.A Kar K Chala Gaya Hai Faraz..




- yasir_live - 04-19-2010


Mujhay Tau Garmi Main Chakkar Aur Ulti Aa Gayee Thi Faraaz...
.
.
.
.
Kameenon Nay Mashhoor Kar Diya Kay Faraz Maa Ban'nay Wala Hai



- yasir_live - 04-20-2010

Owa owa owaon Owaon ami Owaan
faraz...


hom ahon ahon aen
aen ahon papa...

?


?



?


Ye tha faraz k bachpan ka sher jb wo sirf 7 month ka tha.



- yasir_live - 04-20-2010


In dosti k rahoon main dhoka na dena "faraz"

mera yakeen tujh pe aisa hai jesa zindagi ka mout par.




- yasir_live - 04-20-2010


abhi tak aks hai,glass ki nok per us k honton ka faraz

zalim ne mari pyas per bhi pehre laga diye...




- yasir_live - 04-20-2010


in phoolon ka muqadar kabhi aik sa nahi hota "faraz"

kabhi sehray ki sajawat bante hain to kabhi qabaron ki ronak...




- yasir_live - 04-20-2010


Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha

".....Faraz....."

Wohi husan, wohi ghuroor,

or wohi doori..."



- kamranACA - 04-20-2010

<blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by yasir_live</i>
<br />
Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha

".....Faraz....."

Wohi husan, wohi ghuroor,

or wohi doori..."

<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote">



Master piece!!

Thanks for sharing.

Regards,



- FARHAN123 - 04-20-2010

Mein ne jis shaakh ko phoolon se sajaya tha faraz
Mere seenay mein osi shaakh ka kaanta utra


- yasir_live - 04-20-2010

<font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by kamranACA</i>

Master piece!!
Thanks for sharing.
Regards,

<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"></font id="size1">


In response to your Thanks

Ham to Sakhi hain Fakat.
Sharaab Faraaz ki hay.
Meh-Khana Faraaz ka hay.



Aadaab.


- FARHAN123 - 04-20-2010

Hum se Aik Rootha Hua
Shakhs Na Mana ''Faraz''
Log Roothi Hui Takdeer
Mana Letay Hain...!


- yasir_live - 04-20-2010


Rownay Se BaddaL Jatey Agar Halaat Faraz

To Aaj Duniya Main Hum B Khush Naseeb Hotay...!!!!




- yasir_live - 04-20-2010


Manzil par puhanchne ki talab hoti he jin Jawano mein FARAZ




Raste me khare ho kar wo BACHIAN nahi Tarte.