Accountancy Forum
  • Accountancy
  • Forum Home
  • Members
  • Team
  • Help
  • Search
  • Register
  • Login
  • Home
  • Members
  • Help
  • Search
Accountancy Forum General General Discussion v
« Previous 1 … 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 … 39 Next »
I Love You Pakistan

 
  • 0 Vote(s) - 0 Average
I Love You Pakistan
usman_haider
Offline

Junior Member

Posts: 36
Threads: 5
Joined: Dec 2006
Reputation: 0
#3
04-09-2007, 07:15 AM
humain apnay watan se bahut pyar hay mager hamari hakumat bolti hai hum tarakki karray hain hum nay ye karliya hai hum ne wo karliya hai aaj taq is country ke raod sehi tarikay say nahi bana saki or batain bari bari kartay hain hum tarakki karray hain acha khasa petrol ki qimat main kami thi us ko double kardia kay gareeb admi tu car or bike lay hi nahi sakay or tu or khanay pinay ki chizain bhi is had taq chali gayi hain kay gareeb admi kay liye or mushkil etna mushkil kardiaa hay kay wo ek time ka khaya or dosray time ka nahi bijli etni mangi kardi hai kay jis ki koi had hi nahi mager bijli intezaam dekho tu ghussa atah hai aaj taq is ko sehi nahi kar sakay garmi kay mosam main mazzeed bijli ki zarorat hoti hai or us time hi zada jati hai ab batao kahan kider say pakistan tarakki karrah hay kyun hum logon ko bewakoof bana ray hain kyun kyuun amrica ka sath day kar apnay upper or mushkilain dal ray hain kya hogeya hai ager pakistan jaga nahi deta amrica ko afganistan par hamla karnay kay liya jhot nahi bolta amrica hamla hi nahi karta kyun kay india ager jaga deta tu talaban us ko barbaad kardatay but pakistan nay jaga di talaban becharay kya kartay un logon nay pakistan par is liye hamla nahi kiya kay ye ek islamic country hay is liye nahi tu wo pakistan hashar nashar kar saktay tay ross jaisi country ko barbaad kardia tha tu pakistan kya cheez hay..

log boltay hain mulla aby ye tu mulla hai kyun apnay mazab ka mazaq oratay ho ager amal nahi kar saktay ho tu mazaq tu nahi oraho khud tu dhari rakh nahi saktay jo wajib hay or hamare pyar nabi jaisa koi khubsurat nahi tha or na hoga un kay charay par dhari thi ab ye batao dhari achi hay yeah buri achi hai

ek din tu marjana hay kitni zindagi hay 50 sal 60 sal kitnay saal batao had mari 70 or aaj kal kay halat ka hi kuch nahi pata kabhi bhi kuch hojaye or kya pata jawani main yeah bachpan hi main chalay jayain

mere bhaiyon bhenon siraf zindagi main paisa kamana or ash karna nahi hai hamare mazab main paisa kamaho mana nahi hai khaho piyo mana nahi hai mager ALLAH ki abadat karo

« Next Oldest | Next Newest »

Users browsing this thread: 1 Guest(s)



Messages In This Thread
I Love You Pakistan - by usman_haider - 04-09-2007, 06:53 AM
[No subject] - by usman_haider - 04-09-2007, 06:58 AM
[No subject] - by usman_haider - 04-09-2007, 07:15 AM
[No subject] - by Muhammad Amir - 04-10-2007, 08:23 AM
[No subject] - by Astute Accountant - 04-14-2007, 01:03 AM
[No subject] - by kamranACA - 04-14-2007, 09:20 PM
[No subject] - by Muhammad Amir - 04-15-2007, 11:46 PM
[No subject] - by Schuaeb - 04-18-2007, 12:24 AM
[No subject] - by Muhammad Amir - 04-23-2007, 04:48 AM

  • View a Printable Version
  • Subscribe to this thread
Forum Jump:

© 2002-2024 Accountancy. Copyrights of all content on this web site are owned by Accountancy except where indicated in source or copyright statements. Accountancy must be contacted for permission to copy or redistribute any material published on this website.

Linear Mode
Threaded Mode