07-29-2010, 03:30 AM
tumhari baat bilkul sahi hay laikin mera yay point of view hay kay student ka purpose paper pass karna hota hay aik limited syllabus hota hay teacher nay past papers dekhay hotay hain wo usi hsab say course design karta hay ham nay to overall student ko dekhna hay na apni prof study kay baad hosakta hay wo audit ,finance banking may jana chay or agr tax side par ana chata hay to baishak wo as a trainee kam karay icmap may tax stage 3 may hay us kay baad 3 stage or hain un may agay khain tax nahi hay qulaify kartay kartay to waisay hi bhool chuka hoga baqi tumhari baat say mujhay inkar nahi hay