02-22-2011, 03:51 AM
Sirf wo Input tax claim ho sakta hay to jis ka taluk directly Taxable activity say ho otherwise wo inadmissible input tax kahlata hay.
Ap nay apni Services ki detail nahi di, mery hisab say wo taxable services nahi hon gi, isi waja say ap invoice k 2 portion karty han, supplies k liye alahda or services k liye alhada,
Services agar taxable nahi hayn to us may jitna petrol use ho ga us ka input tax inadmissibal ho ga,
Supplies k liye jo petrol use ho ga us ka bhi taluk direct taxable item k sath nahi hay, kyon k ap koi item bana nahi rahay hayn sirf supplies day rahay han, is waja say supplies may jo petrol use ho ga us ka input tax bhi inadmissibal hay,
Ap sirf wo input tax claim/adjust kar sakty hayn jo k ap nay taxable item purchase karty howay diya ho.