05-12-2010, 11:10 PM
Well here is a few lovely things which I like a lot Hope it would appeal all of you.
Besabri sy Takdeer e Ilahee to talti nahe, ajar o sawab albata zaya ho jata hai. Hazrat Ali R.A
Jahilon ki baat par tahmul karna, akal ko zakat daina hai. Hazrat Ali R.A
Jo shakhs tajarboon say sabak nahi laita, bilakhir is ki sochany ki qouwat zaya ho jati hai. Hazrat ali R.A
Log beemari kay khouf say ghaza pehlay chor daity hain lakin Azzab e Elahi kay khouf say gunnah nahi chorty. Hazrat Ali R.A
Borhay ka mashwarah jawan ki qouwat say ziada wasee hota hai. Hazrat Ali R.A
Aqal Kamil ho jay to guftagu ghat jati hai. Hazrat Ali R.A
Jab Allah Tallah kisi bandy say muhabat karta hai to issay tauffeq bakhshta hai keh wo zamany kay ibratnak wakiat say ibrat ka sabak hasil karta hai. Hazra Ali RA.
Jab tujhay khaliq e Khuda ka khouf aay to bhag kar is ski bargah main panah lay ly, aur jab makhlook ka dar ho to iss say door bhag ja. Hazrat Ali R.A
Beshak duniya aur akhrat ki misaal aisi hai jaisy kisi shakhs ki do bewiayan hon k ek ko razi karta hai to dosri nakhush ho jati hai. Hazrat Ali R.A
Beshak zameen ka pait murda aur is ski pusht beemar hai (yani pait mai murdy dafn hain aur pusht par jo zinda hain wo musibat main giraftar hain). Hazrat Ali R.A
Her ek cheez ki zakat hai aur akal ki zakat nadanoon ki baton pay tahmul karna hai. Hazra Ali.
Dolat mandi ki masti say khuda ki panah mango, yeh ek aisi lambi masti hai keh iss sy bohat dair main hosh ata hai. Hazra Ali R.A
Aisa bohat kam hota hai k jaldbaz nuksan na uthay aur aisa shaz o nadir he hota hai k sabar karny wala kamiyab na ho. Hazra Ali R.A
Agar koi kabil shakhs dosti k laiq na milay to kisi naehl sy dosti mat kar. Hazrat Ali R.A
Duniya daroon ki dosti ek mamouli aur adna baat sy door ho jati hai. Hazrat Ali R.A
Jo shakhs apni kadar aap nahe kart koi dosra shakhs bhi is kadar nahe pehchanta. Hazrat Ali R.A