07-28-2010, 12:15 AM
jab may nay waha admission liya tha na to mujhay to tax ki ABCD bhi nahi aati thi, Sir Adil parhaya karty thay us wakat abhi ka nahi pata, par basic concept bohat achy clear kiye unhon nay wahan, wo Advocate han, or tax ik wakil say bahtar na to koi samajh sakta hay or na pharha sakta hay. aysa mera manna hay.