02-20-2010, 07:37 PM
Dear , samis899 nay sahi bataya hay aap ko,,,,,
Agar aap Ki AOP(Firm) ka NTN or STRN hay to is ka ye matlab nahi k aap registered AOP(Firm) ho, Registered AOP(Firm) sirf wo hi hay jo Registrar of Firm k pass register hoti hay or wahan say aap ko registration certificate milta hay jis par Firm Registration Number likha hora hay, or usi Firm registration Number ki base par aap ko NTN or STRN issue hota hay.