08-19-2010, 05:48 PM
Lekin Ghazal ki pareshani thori dair k lye hoti hai kyu k 5 min baad sara mohallah bahar aa jata hai aur bacho ki mothers batati hain k sub bachay hamain bula kar laye hain ye kehte huay k aaj hamare area mai beauty Queen aai hai.Aur sub moms yehi kehti hain k waqai ye blkul such kaha bacho ne.
Sarfraz ye sub sunn raha hota hai aur sunn k buri tarah jal jata hai jis se uska face kala ho jata hai.
Phr koi usey daikh k mashwara daita hai k tum bhi beauty Queen Ghazal se koi tip ley lo,warna tumhain daikh kar jeetey jagtay insano ko kuch ho jaye ga.