09-23-2010, 01:18 AM
Main nay tu Tafreeh main likha tha lakin kami bhai nay Us per bhi apni Decent C takreer farma di hehehehe. Kamran sahab, mujhay nahi bura lagta yeh "Dhuaan" Hum tu khud unsiat rakhtay hain Dhuaay say Aur akser isi main jeetay hain.
Namia.
Dear main apni baat nahi Kaum k Nojawano ki baat kar raha tha, k unhain Dhuaain say kyun lagao hay ??? Isi ka afsos kar raha tha. Tum nay tu mujhay ankhain maarna chruu kar di )
Regards.