04-30-2006, 09:12 PM
udaas dil ki udaas baatein
hamarey dil ki hain aaas baatein
palakk jhapaktey hi bhaanp lena
haayey wo chehra shanaas baatein
main yaad kar kar ke muskuraaoun
wo unki, meri, wo khaas baatein
ab haal-e-dil kya bataein yaaro
na aa saki hum ko raas baatein
na jaaney kyun hain khamosh ab tak
wo jin labon ki theen pyaas baatein
hamarey dil ki hain aaas baatein
palakk jhapaktey hi bhaanp lena
haayey wo chehra shanaas baatein
main yaad kar kar ke muskuraaoun
wo unki, meri, wo khaas baatein
ab haal-e-dil kya bataein yaaro
na aa saki hum ko raas baatein
na jaaney kyun hain khamosh ab tak
wo jin labon ki theen pyaas baatein