10-27-2010, 08:49 PM
G nahi itnay tu pyaray haath hain TRISH k ) Google per search karo "TRISH hand pictures" hehehehe. Baki yaar Hum tu TRISH k haathon say zaehar khanay k liay tyaar hain Tum mukkay ki baat karti ho......Aur mari bateesi itnay araam say nahi tootay gi.........Main Colgate use karta hun.....Doctors ki Awwaleen pasand.
Aur phir yeh Mid-30's ki females hum jesay masoom larkon ko hi pasand karti hain. Abb xiada bahanay nahi karo Saaf saaf batao Rishta karana hay ya nahi ????
Regards.