09-03-2010, 02:13 AM
Safoora.
Apnay kareeb rehnay walon ki fitrat tu banda pehchaan hi leta hay Iss tara tu main bhi BOhat tez hun iss kaam main Mujhay Apnay surrounding k saraay logon ki htinking ka khoob andaza hay. Aur kon kis baat ka jawaab kya day da.
Hi-fi Talent tu tab hota hay k Aap banda dekh kar sab sahi sahi bata do uss k baray main. Main nay sunaa hay khi k kisi ilakay main Koi iss kisam k hakeem rehtay hain Jo dakh kar character bata detay hain, Main kabhi real main un k pass gya nahi lakin suna bohat logon say hay.
WaRDAH.
Nikhto Dear, Tum khud Jharoo lagati ho uff thak jati hogi. Main kabhi bachelors rehta tha tu mujhay andaza hay Kyun k mujhay yeh kaam khud karnay partay thay Safai or Kapray Wash karna.
Chalo koi baat nahi Tumhari shadi ho jai gi Tu tumharay Honey Tu tumhain yeh sab karnay hi nahi daingay esa unhon nay mujhay ek jaga khud bataya tha, Roti-woti tu tumhain wesay hi pakana nahi ati Tu yani Tumharay Araam k din anay walay hain.
Regards.