11-10-2010, 05:16 AM
Safoora.
Koi baat nahi dear itni tension mat lia karo tests ki.........Main tu aksar baghair tyari k hi jata tha Aur kuch na kuch zariya bun hi jata tha cheeting ka..........Aur wesay bhi yeh koi final Exams thori hain.......In main jo bhi numbers ain koi fark nahi parta........
Tum test ko choro Aur aaj Allam-Iqbal ki poetry parho Aur samjho k unhn nay Kaum say kya ziker kia hay. Test-West tu hotay hi rahain gay sara saal lakin 9-nov saal main ek hi baar ati hay.
Regards.