11-10-2010, 02:46 PM
Nice Sharing yaar.....Bohat achi wording hay.....
Acha mainay suna hay k Iqbal nay Pakistan ka khuaab dekha....Iss ka kya matbal hay......Kya wakai Iqbal ko sotay huay Pakistan ka khuaab aya tha ??? Main aaj tak iss baat ki hakeekat nahi samajh saka.
Regards.