Accountancy Forum
POETRY?? - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=3)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=5)
+--- Thread: POETRY?? (/showthread.php?tid=1384)

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32


- ibrishah - 08-25-2005

Na pooch k humkiya howai
is zulmki basti mai fana howai
howa halka halka sa dard
apnai appsai jab hum juda howai

Ibri


- Humaira - 08-26-2005

AOA

"Yeh main bhi kiya hoon usay bhool ker usi ka raha
Kay jis kay saath na tha,humsafaer usi ka raha

Bohat see khuahishain soo barishoon main bheegi hain
Main kis tarhan kahoon umer bher usi ka raha"

So the last letter is "A"

Allah hafiz


" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "


- naam_thegreat - 08-26-2005

Andhiyoon say derta hoon, pathroon say derta hoon
jab say main nay dala hai ik makaan sheshay ka

~O~N~E~


- Humaira - 08-26-2005

AOA[)]

Aik din ki baat ho to challo bhool jain hum
nazil ho dil pay rooz balain to kiya karain

ok Allah hafiz

remember me in ur prayers[)]


- ibrishah - 08-26-2005

Ko ba Ko phail ghayee baat shanasai ki
oss nai khushboo ki tarah mairi pazirai ki
kaisai kihdo k mujhai choor diya hai oss na
baat to sach hai maghar baat hai roswai ki
wo kahi ghiya loota to mairai pass aya
bas yahi baat hai achi mairi harjayee ki
TAIRA PIHLOO TERE DIL KI TARAH ABAD RAHAI
TUJ PAI GHUZRAI NA QIYAAMAT SHAB-E-TANHAI KI

Ibri


- naam_thegreat - 08-27-2005

"A" se shuru kerna tha!

~O~N~E~


- Humaira - 08-27-2005

AOA

Ab koi khushi hai, na koi ghum hai rulanay wala
hum nay apna liya her raang zamanar wala

Allah hafiz
remember me in ur prayers[)]

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "


- Humaira - 08-27-2005




next word is "A"ok take care

" NOthing in this world can compansate for the loss of self-respect,nobleness of mind and self-honour "


- Humaira - 08-28-2005

AOA

Azaal say rach gai ser bulandi meri fitret main
Mujhay buss tootna aata hay jhuk jana nahi aata

Allah hafiz



- ibrishah - 08-29-2005

Ajj mudatoo baad jab aik hool sa otta dil mai
Zindagi ka woo bai naam sa ghosha yaad aya
Pir oss ki woo ghani zulfi aur anchal
oss ki wo batain wo sohana safna yaad aya

Ibri


- ibrishah - 08-29-2005

Bara kai pyas mairi oss na Hath choor diya
wo kar raha tha muhabbat b dil laghi ki tarah
Sitam to yai hai kai woo b na ban saka appna
qabool jis kai kiya ghum hum nai khushi ki tara
kabhi soocha na tha Qateel os kai liyai
wo b karaigha sitam hum pai har kisi ki tarah

Ibri


- Ammar - 08-30-2005

MOHABITAN JAB SHUMAR KARNA,UZAUUTTEIN BHI SHUMAR KARNA
MERE HASSAY MAIN JO AZUATAIN BHI SHUMAR KARNA,

TUM APNI MUJBORION KAY KASY LAKNA WAZAHTOON SAY
JO MERI ANKHOON MAIN BUJ GAII WO KHAWOSSEEN BHI SUMAR KARNA
AMMAR


- ibrishah - 08-30-2005

Diaka hai diunya mai hum nai Azma kai
dhoka datai hai Dil kai qareeb akai
Mujhai faraib dai kai mairai rihnoma nai loota
Daman churaliya hai manzil kai qareeb akai


Ibri


- ibrishah - 08-30-2005

Aab shabe wisaal ka intizzar hai hum ko
Zinda rihnai ka bas ghum hai mujh ko
Koi batayai yai kaisa sitam hai
Joda wo huwai aur mar parai hum ko

Ibri


- ibrishah - 09-02-2005

Howa kuch yo kai wo mihfil hi ojar ghayee
Na deed ka barosa na zindaghi sai wafa rahi
Jab jab mihfil mai jhank kai dhaika
Mujhai ankhain appni par nazar kisi aur ki laghee


Whats up no contribution after 30th August! Specially Humaira

Ibri