Accountancy Forum
POETRY?? - Printable Version

+- Accountancy Forum (https://www.accountancy.com.pk/forum)
+-- Forum: General (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=3)
+--- Forum: General Discussion (https://www.accountancy.com.pk/forum/forumdisplay.php?fid=5)
+--- Thread: POETRY?? (/showthread.php?tid=1384)

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32


- ophie - 12-13-2004

Teri Ummeed tera intizar jab se hei
Na shab ko din se shikayat, na din ko shab se hei

I think the letter to start with is "H"




- Humaira - 12-13-2004

AOA
The last word was "m"so

"Maray hathoon ki lakiroon kay izafay hain gawah
Main nay pather ki terhay khud ko tarasha hai bohat"

So plz come up with the shair starting with "T"

Allah hafiz




- Humaira - 12-13-2004

AOA
The last word was "m"so

"Maray hathoon ki lakiroon kay izafay hain gawah
Main nay pather ki terhay khud ko tarasha hai bohat"

So plz come up with the shair starting with "T"

Allah hafiz




- ophie - 12-13-2004

Maaaam ........

I've already quoted a "shair" starting with "M"

now the letter to start with is "H"




- Humaira - 12-13-2004

OK Mr
Thanks for informing me
"Hum na hoon gay to tumhain kon manaya karay ga
yeh buri baat hai her baat pay rootha na karo"





- Saahil1 - 12-14-2004

A.O.A
i think the word is "O" now


OS ne kaha mujh se kitna piyar hai
main nay kaha, sitaron ka koi shumaar hai

os ne kaha k kon tumhain hai buhat aziz?
main ne kaha k dil pay jisay ikhtiar hai

os ne kaha kay kon sa tuhfa hai mann pasand
mainay kaha woh shaam ju ab tak udhaar hai

os ne kaha kay k sainkaron gham Zindagi main hain
mainay kaha k gham nahin, jab gham gusaar saath hai

os ne kaha kahan tak saath nibha o gay
mainay kaha, jitnee ye saanson ki taar hai

os ne kaha mujh ko yaqeen aa a kis tarah?
mainay kaha kay mera naam Aitbaar hai





- Saahil1 - 12-14-2004

Sorry i mean letter (




- ophie - 12-14-2004

I guess the letter is "H" so here we go

Humaray ghar kee deewaron peh Naasir
Udaasee baal kholey so rahee hei


The letter is again "h"





- Huma - 12-14-2004

<BLOCKQUOTE id=quote><font size=1 face="Verdana, Tahoma, Arial" id=quote>quote<hr height=1 noshade id=quote>
I guess the letter is "H" so here we go

Humaray ghar kee deewaron peh Naasir
Udaasee baal kholey so rahee hei


The letter is again "h"



<hr height=1 noshade id=quote></BLOCKQUOTE id=quote></font id=quote><font face="Verdana, Tahoma, Arial" size=2 id=quote>

Dears..
the last letter is I.. so here u go..

ILZAM KUCH TO GARDISH-E-AYAM KO BHI DAY
APNAY HAR IK GHAM KO GHAM-E-YAAR MUT BANA

A is the last letter..

see ya
HUMA




- Humaira - 12-14-2004

AOA
Aadmi joyay hawa say bhi nikel jain gay
Chand per azmat-e-Adam ka alm lehranay
Qabilay dad hai yeh jurat-e-perwaz mager
Chandni ko bhi kaheen bant na lain deewanay
The last letter is 'y'......
Allah hafiz





- Huma - 12-14-2004

<BLOCKQUOTE id=quote><font size=1 face="Verdana, Tahoma, Arial" id=quote>quote<hr height=1 noshade id=quote>
AOA
Aadmi joyay hawa say bhi nikel jain gay
Chand per azmat-e-Adam ka alm lehranay
Qabilay dad hai yeh jurat-e-perwaz mager
Chandni ko bhi kaheen bant na lain deewanay
The last letter is 'y'......
Allah hafiz




<hr height=1 noshade id=quote></BLOCKQUOTE id=quote></font id=quote><font face="Verdana, Tahoma, Arial" size=2 id=quote>

Yunhi udas raha to dekhna ik din main
tamam shehar main tanhaiyan bicha doon ga
na aon ga, na milon ga, na khat likhon ga tughay,
teri khushi kay liye main khud ko yeh saza doon ga (NAsir Kazmi)

A...

HUMA




- ophie - 12-14-2004

"A"

Abhi talak to na kundan huay na rakh huay
Hum apni aag mein har roz jal ke daikhtey hein ( Faraz)

The letter to start with is "N"

Good Luck mates




- Humaira - 12-15-2004

AOA
Na janay kab ka pohanch bhi chuka sar-e-manzil
Woh shakhs jis ka hamain intizaar raah main hay

the last letter is "Y"





- mariam110 - 12-15-2004

Hi all,howz everyone doing?nice topic.well here's something by me.

Youn to ajnabee sara shehar tha
shayad is diyaar-e-ghair mein koee apna bhi habib tha.

Youn to dushman hamara koee na tha
Shayad is zamanay mein koee apna bhi raqeeb tha.

Youn to hamsafar mera koee na tha
Shayad is safar mein koee meray bhi qareeb tha.

Youn to kaaghaz per khoon-e-dil say likha kuch na tha
Shayad MARIAM andaaz apna hi kuch lateef tha.(MARIAM ABIDI)

Do tell me how it was.bye bye everyone and tc.

SYEDA MARIAM ABIDI


- Huma - 12-15-2004

AYA hi tha abhi meray lab per wafa ka nam
kuch doston nay hath main pather utha liye
ruswaiyon ka aap ko aya hay ab khayal
hum nay to apnay dost bhi dushman bana liye ( KATIL SHEFAI)

regards

HUMA