Accountancy Forum
  • Accountancy
  • Forum Home
  • Members
  • Team
  • Help
  • Search
  • Register
  • Login
  • Home
  • Members
  • Help
  • Search
Accountancy Forum General General Discussion v
« Previous 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 … 39 Next »
Lets be poet

 
  • 0 Vote(s) - 0 Average
Lets be poet
Safoora
Offline

Senior Member

Posts: 737
Threads: 5
Joined: Aug 2010
Reputation: 0
#151
10-10-2010, 02:36 AM
haha haan ab mukammal lag ra hay P
Safoora
Offline

Senior Member

Posts: 737
Threads: 5
Joined: Aug 2010
Reputation: 0
#152
10-12-2010, 08:52 PM
Uski ankhon mai nazar ata hay sara jahan..


afsoos k un ankhon me kabhi khud ko nahi dekha!! [(]
yasir_live
Offline

Posting Freak

Posts: 2,326
Threads: 8
Joined: Oct 2009
Reputation: 0
#153
10-12-2010, 08:55 PM
<font size="1"><blockquote id="quote"><font size="1" face="Verdana, Arial, Helvetica, san" id="quote">quote<hr height="1" noshade id="quote"><i>Originally posted by Safoora</i>
<br />Uski ankhon mai nazar ata hay sara jahan..


afsoos k un ankhon me kabhi khud ko nahi dekha!! [(]
<hr height="1" noshade id="quote"></font id="quote"></blockquote id="quote"></font id="size1">

Ek jagaa tu aap hassnaay ki baat karti hain, Doooosree jagaa Aap Ronaay ki baat karti hain.

Kya Yeh khulaa Tazaaaad nahi [^][0][X]
Safoora
Offline

Senior Member

Posts: 737
Threads: 5
Joined: Aug 2010
Reputation: 0
#154
10-12-2010, 09:00 PM
this is called versatility my brother!! P
Kasim
Offline

Posting Freak

Posts: 1,102
Threads: 145
Joined: Jan 2010
Reputation: 0
#155
10-14-2010, 09:33 PM
kuch adhoori lakin zaroori shairi

khawaboon main rehta hoon na khiyaaloon main rehta hoon
her pal teri zaaat say wabasta sawalooon main rehta hoon

----------------------------------------------------

hath uthata hoon dawa bhool jata hooon
sawal uthata hoon sada bhool jata hoon

----------------------------------------------------

zindagi asaan ker k daikhtay hain
mout ka samaan ker k daikhtay hain

maan mandir may hay sanum bhi khuda bhi
iss ko weeraan ker k daikhtay hain

shayed k woe mil he jaye kissi more per
aisa bhi gumaaan ker k daikhtay hain

main ous pay marta hoon woe marta hay kissi or pay
challo khud ko kurbaan ker k daikhtay hain

----------------------------------------------

baqi ki phir kabhi

(itni asani say tu nahi choroonga na app sub ko
appna pora dawan suna ker dewaana bana doonga app sub ko)
lolz

regards
WARDAH
Offline

Posting Freak

Posts: 3,337
Threads: 22
Joined: Sep 2009
Reputation: 0
#156
10-14-2010, 10:31 PM
koi mairay haal k mutabiq b shair keh dy k humko shairinahin aati (
Namia Beera
Offline

Senior Member

Posts: 616
Threads: 20
Joined: Aug 2010
Reputation: 0
#157
10-15-2010, 02:02 AM
titliyo k mausam mein,
nochnaa gulaabo ka
reet is nagar ki hai,
aur najaney kab se hai

dekh kar parindo'on ko,
baandhnaa nishaano'on ka
reet is nagar ki hai
aur najaney kab se hai

tum abhi naey aey ho
iss liey pareshan ho
iss tarah sey ghabraa k
aasmaan ko mat dekho

aafto'on k aaney per
tootnaa sitaaro'on ka
reet iss nagar ki hai
aur najaaney kab se hai

guftugoo hunar uss ka
khamoshi shayva mera
iss ajib kashmakash mein
maangna havaalo'on kaa
reet iss nagar ki hai
aur najaney kab se hai

Ajeeb hein log is shaher k
Bowtey hein beej nafrat k
Aur kartey hein intezaar
Mohabbat ki fasal ka

Cho'or k haqeeqato'on ko
daikhnaa Saraabo'on ka
reet is nagar ki hai
aur najaaney kab se hai

labo'on se aap kahein naa
aur dil ki baat samajh lay koi
jaagti hui aankho'on se
dekhnaa khawaabo'on kaa
ree iss nagar ki hai
aur najaaney kab se hai......
WARDAH
Offline

Posting Freak

Posts: 3,337
Threads: 22
Joined: Sep 2009
Reputation: 0
#158
10-16-2010, 07:11 PM
i always have "tishnigi" after reading ur poetry.kuch mrkzi khyal ya tshreeh kr dia kijiey sha'ir-e-mohtram
Kasim
Offline

Posting Freak

Posts: 1,102
Threads: 145
Joined: Jan 2010
Reputation: 0
#159
10-16-2010, 07:17 PM
<b>Tishnagi</b>

jab mukadar main kissi ka sath hotta hay
jab hathoon main kissi ka hath hotta hay
jab ankhoon main kissi ka khawab hotta hay

kuch pal ko <b>Tishnagi</b> ka Ahsass nahi rehta

Phir app ousay paa laytay hoo
Jeewan appna sajja laytay hoo
Taqddir say gilla mita laytay hoo

kuch pal ko <b>Tishnagi</b> ka Ahsass nahi rehta

Phir dil apna abaad lagta hay
Phir chehra apna shaad lagata hay

kuch pal ko <b>Tishnagi</b> ka Ahsass nahi rehta

lakin phir say wohi piyaas lout atti hay
lakin phir say koi aasss lout atti hay

tub app yeah jaan loo
tub aap yeah maan loo

Iss dil k weeranay main
Iss jeewan k fasanay main

kissi AOUR ka daira hona hay
ik roshan sawera hona hay

Per OUS ko pana itna bhi asaan nahi
tabhi her aik ko OUS ka armaan nahi

Per Joe ous ko paa layta hay
woe sub kuch paa layata hay
phir ous ko koi piyass nahi hoti
phir ous ki koi aasss nahi hoti

Phir kissi pal <b>Tishnagi</b> ka ahsas nahi rehta
Phir kissi pal <b>Tishnagi</b> ka ahsas nahi rehta
WARDAH
Offline

Posting Freak

Posts: 3,337
Threads: 22
Joined: Sep 2009
Reputation: 0
#160
10-16-2010, 07:20 PM
ye kia hrkt thi??
Kasim
Offline

Posting Freak

Posts: 1,102
Threads: 145
Joined: Jan 2010
Reputation: 0
#161
10-16-2010, 07:23 PM
woe actually yeah poetry (ya joe bhi keh loo) din k ujalay main bunni thi na issi liyeah kuch technical mistake hogaye thi
WARDAH
Offline

Posting Freak

Posts: 3,337
Threads: 22
Joined: Sep 2009
Reputation: 0
#162
10-16-2010, 07:26 PM
looooooooooo g dasoooooooooooo poetry kuj di kuj bn gai hun lollllllllllllllz
bus g sari kahani han/na ki hai.matlb hi bdl jatay hain zindagi k.

Safoora
Offline

Senior Member

Posts: 737
Threads: 5
Joined: Aug 2010
Reputation: 0
#163
10-21-2010, 03:10 PM
Raah e Wafaon me in Sazaoon ko kon dekhe ga

Safar hay dhoop ka chaoon ko kon dekeh ga

Hum apni zid pe aye to cheen lengay tujhe

Tere Sheher ki lambi dewaroon ko kon dekhay ga

teray Bazm k hum woh chiraagh hain hum nawa

K jab jalain tu hawaon ko kon dekhay ga

Bichar tu jayen magar phir khayal ata hay..

Teri in piaar bhari adaon ko kon dekhe ga!!
WARDAH
Offline

Posting Freak

Posts: 3,337
Threads: 22
Joined: Sep 2009
Reputation: 0
#164
10-21-2010, 07:10 PM
ye tumki zaati shairi hai??????????? ni naaaaaaaaa???????? to poetry mai ja k daalo na dear )
waisay achi hai.
Safoora
Offline

Senior Member

Posts: 737
Threads: 5
Joined: Aug 2010
Reputation: 0
#165
10-21-2010, 08:35 PM
lol garbar hugaiP shoowiie!![I]
« Next Oldest | Next Newest »

Users browsing this thread: 1 Guest(s)

Pages (12): « Previous 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 Next »


  • View a Printable Version
  • Subscribe to this thread
Forum Jump:

© 2002-2024 Accountancy. Copyrights of all content on this web site are owned by Accountancy except where indicated in source or copyright statements. Accountancy must be contacted for permission to copy or redistribute any material published on this website.

Linear Mode
Threaded Mode