10-04-2010, 11:11 PM
Namia.
Choro yaa in logon ko Yeh pata nahi kyun tumhain Chorooo samajtay hain ) Mujhay Tu bohat darr lag raha hay tumhara matric wala kissa sun kar tum tu wakia ghussay ki bohat tez ho. Aur koi incident bata, Acha woh 4 class main kya hua tha jab tumhain ek martaba ghussa agaya tha.
Regards.