10-23-2010, 05:02 PM
Anamz.
Dear Google per search karo na.........Mashraki larkaa hun unn ka tafseel say ziker karnay main sharam ati hay ) Ek dafa TRISH ko dakhogi tu jal jao gi tum aur usay dakh kar tum khud kaho gi "Yaar wakai mujh main woh baat nahi jo iss TRISH main hay"
Topic dey kar konsa teer marogi.........Yeh asaan sa kaam tu main khud bhi karsakta hun.......Koi shadi-wadi karo uss say tu main manuu tumhain Aur tumhara shukriaa karun )
Regards.