12-25-2004, 07:40 AM
AOA
bhaiyo jab main ne yeh novel parha tha to jab hero beemar feel karta tha to main bhi beemar feel karta tha. mujhe lagta tha ke yeh sari situation mere uper beet rahi hai
aur issi novel ki waja se main ne haram aur halal ka concept achi tarah samajhne ki koshish ki hai..
aur ALLAH ka shukar hai ke kuch kuch haram se bachne ki koshish sahi bhi ja rahi hai
iss novel ki waja se soch k nae nae darwaze khulte hain
bano aapa aap ko salam hai yeh novel likhne par
issi liye yeh css ke urdu ke syllabus main bhi hai
ub aur kia kahoon...........
There is a will. There is a way.
www.sarfraz.cjb.net
0333-4502662