10-06-2005, 07:09 AM
a dil un ankhooin pa na jaa
jin main wafoor-e-ranj sa
kuch dair koo teray liay
ansoo agar lehra gay
yeh kuch lamhooin ki chamak
joo tuj koo pagal kar gaii
un jugnaooin ka noor sa
chamki ha kab woo zindagi
jis ka maqadar main rahii
subhay talag sa taragi
kis sooch main gumm sum ha tu
a ba khabar nadan na ban
teri fasurda rohh ko
chahat ka kantooin ki talab
orr teray daman main faqat
hamdardioon ka phool hain
jin main wafoor-e-ranj sa
kuch dair koo teray liay
ansoo agar lehra gay
yeh kuch lamhooin ki chamak
joo tuj koo pagal kar gaii
un jugnaooin ka noor sa
chamki ha kab woo zindagi
jis ka maqadar main rahii
subhay talag sa taragi
kis sooch main gumm sum ha tu
a ba khabar nadan na ban
teri fasurda rohh ko
chahat ka kantooin ki talab
orr teray daman main faqat
hamdardioon ka phool hain