04-20-2006, 08:41 PM
kuchh an kuch tou zaroor hona hai
samna aaj un se hona hai
toro, phenkon, rakho kero kuchh bhee
dil hamara hai kya khilona hai
zindagi aur maut ka matlub
tum ko pana tum ko khona hai
itna darna bhee kya hai duniya se
jo bhee hona hia woh tou hona hai.
uth ke mehfil sey mat chaley jana
tum sey roshan yeh kona kona hai
kuchh an kuchh to zaroor hona hai
samna un se aaj hona hai.
samna aaj un se hona hai
toro, phenkon, rakho kero kuchh bhee
dil hamara hai kya khilona hai
zindagi aur maut ka matlub
tum ko pana tum ko khona hai
itna darna bhee kya hai duniya se
jo bhee hona hia woh tou hona hai.
uth ke mehfil sey mat chaley jana
tum sey roshan yeh kona kona hai
kuchh an kuchh to zaroor hona hai
samna un se aaj hona hai.