10-20-2010, 03:43 PM
Mujhay tu buss safoora hi chaiyay......Main nay keh dia hay busssss..........Abb koi aur baat nahi hehhehehhe.
Haan bakion k lateefay bhi achay hotay hain Yeh mana......Lakin safoora k lateefon ki baat hi alag hay Raat ko sotay huay khuaab main arahay thay Aur main neend main hass raha tha..........Tu ghar walay kuch preshaan bhi ho gai thay............
Sarfaraz.
Tumhari jesi samajhnay ki salahiyatain..........Kash safoora k pass bhi hotin (.
Regards.