06-14-2010, 07:16 PM
yaar buhut shopping ki satrday sara din shopping ki aur sunday sara din rest kiya[p] bas kia karoon sharam k maray kuch likh nahi paaa rai thi, ab itnay saray genious larkon nay guess kar hi liya ha tou inko shadi main bhi invite karna hoga, lekin khi anay ka ticket main nahi dun gi[D]