07-05-2010, 06:54 PM
Arayyyyyyy nai bhi main tu waqai main khilata hun main ny ghalat nahi kaha, sensible khaboo ki dnya main pohanch rahi thi abi sy usay jgaya hay bus. Or kiun nahi aisa hoa skta? Agr kbi aisa nahi hoa tu uski reason 2 he hain k ham ny bahir khana khaya or public place thi ya hmaray ghr main guest thay, wrna belive wo bna k laa k samnay rakh daiti hain or khud hath bandh k mazay sy bayth jati hain -)phr aik aik bar bachon ki bari aik bar unki aik bar mayri or 1 ghntay main dinner hota hay -). Even though kuch batain aisi hain k wo dil sy nikali nai ja sakin k kash aisa na hota or na shaid nikal he pain gi. Anyhow yehi zindagi hay.