08-17-2010, 05:04 PM
yar humara kaam actually shuru hi 12 k baad hota hai kbhi hui emegency to 10 bjy mai aa to ds sady ds jati hun but kam hi 12 k baad hota hai or chlta dair tk hai but main max 4 tk uth jati hon.abi tk to daikho mairy head hi ni aee hain bs utni dair mai tum sb k sath )