09-23-2010, 12:22 AM
Khulason (summaries), tashreehat, get thru guides, aur keys say parhnay ka yahi nuqsaan hota hay kay phir aysi aadat lag jati hay kay salees zaban main likha aik safha bhi parhna aur samjhna dushwar hojata hay aur insaan khulason kay liay doosron ka dast-e-nagar hojata hay.