11-15-2007, 10:39 AM
Acha amir bhai aik aur cheez ap ne note ki ho gee jiss ka hadees number bhi quote kia hai woh Dr. Zakir naik ne
Ap ne dekha ho ga k according to sahi ahadees Asar ka waqt 1 misal par start ho jata hai so tamam muslmaan ummat including Malki, Shafi, Hanbali, Ahle hadith or whatever sab ka iss baat par ijma hai k asar ka waqt 1 misal hai
lekin aik school of thought hai jo nahi manta aur koi reason bhi nazar nahi aati k kyon nahi manta
so according to that school of thought pakistan main jab according to Rasul ALLAH sale la hu alaehe wasalam asar ka waqt khatam ho jata hai woh log azanain dena shroo kartay hain aur obviously namaz ko uss k waqt k baad parhtay hain
plz batain aisa kyon hota hai?